तेरी छोटी सी एक भूल ने सारा गुल्शन जला दिया
तेरी छोटी सी एक भूल ने सारा गुल्शन जला दिया
क्या महकेंगे फिर फूल कभी, क्या फिर से बहारें आएंगी
जाने कहाँ की रीत है ये, कोई करे और कोई भरे
न्याय नहीं अन्याय है ये, दोशी जिए, निर्दोश मरे
सुन ले तू ऐ क़ाफ़िल (???), तुझसे कहे तेरा दिल
तेरी छोटी सी …
तूने अंधेरे दे के इसे, छीन ली नैनों की मुस्कान
साँझ सवेरे, रात और दिन, इसके लिए एक समान
सुन ले तू ऐ क़ाफ़िल (???), तुझसे कहे तेरा दिल
तेरी छोटी सी …
तेरे चलन की आँधी ने, देख ले कितने घर लूटे
बिखर गए रिश्ते नाते, जीवन के साथी छूटे
सुन ले तू ऐ क़ाफ़िल (???), तुझसे कहे तेरा दिल
तेरी छोटी सी …
terī chhoṭī sī ek bhūl ne sārā gulśhan jalā diyā
kyā mahkeṅge phir phūl kabhī, kyā phir se bahāreṅ āeṅgī
jāne kahāṇ kī rīt hai ye, koī kare aur koī bhare
nyāy nahīṅ anyāy hai ye, dośhī jie, nirdośh mare
sun le tū ai qāfil (???), tujhse kahe terā dil
terī chhoṭī sī …
tūne aṅdhere de ke ise, chhīn lī nainoṅ kī muskān
sāṇjh savere, rāt aur din, iske lie ek samān
sun le tū ai qāfil (???), tujhse kahe terā dil
terī chhoṭī sī …
tere chalan kī āṇdhī ne, dekh le kitne ghar lūṭe
bikhar gae riśhte nāte, jīvan ke sāthī chhūṭe
sun le tū ai qāfil (???), tujhse kahe terā dil
terī chhoṭī sī …