Teree ankhiyaan kamaal ... too cheez yaaraa kamaal ... saanvriyaa re

तेरी अँखियाँ कमाल ... तू चीज़ यारा कमाल ... सांवरिया रे
Year
Language

सांवरिया सांवरिया सांवरिया सांवरिया
तेरी अँखियाँ कमाल गोरी बैंयां कमाल
तेरा रूप है कमाल तेरा नखरा कमाल
ओ तू चीज़ यारा कमाल
सांवरिया रे ओ सांवरिया
ले गई दिल तू ओ सांवरिया
सांवरिया रे …

तेरी अँखियाँ कमाल तेरी बतियां कमाल
तेरा चेहरा कमाल ये जवानी कमाल
हो तू चीज़ यारा कमाल
सांवरिया रे ओ सांवरिया
ले गया दिल तू ओ सांवरिया
सांवरिया रे …

तेरा जलवा यार हुआ आर पार छाया खुमार ओ सांवरिया
सांवरिया सांवरिया
तूने मेरे यार आज पहली बार छेड़े दिल के तार ओ सांवरिया
सांवरिया सांवरिया
तेरी नज़र कमाल तेरी कमर कमाल
तेरा रूप है कमाल …

धड़कन में तू है साँसों में तू है
नींदों में तू है ओ सांवरिया
सांवरिया सांवरिया
बातों में तू है यादों में तू है
वादों में तू है ओ सांवरिया
सांवरिया सांवरिया
तेरी उमर कमाल तेरा असर कमाल
तेरा रूप है कमाल …

sāṅvriyā sāṅvriyā sāṅvriyā sāṅvriyā
terī aṇkhiyāṇ kamāl gorī baiṅyāṅ kamāl
terā rūp hai kamāl terā nakhrā kamāl
o tū chīz yārā kamāl
sāṅvriyā re o sāṅvriyā
le gaī dil tū o sāṅvriyā
sāṅvriyā re …

terī aṇkhiyāṇ kamāl terī batiyāṅ kamāl
terā chehrā kamāl ye javānī kamāl
ho tū chīz yārā kamāl
sāṅvriyā re o sāṅvriyā
le gayā dil tū o sāṅvriyā
sāṅvriyā re …

terā jalvā yār huā ār pār chhāyā khumār o sāṅvriyā
sāṅvriyā sāṅvriyā
tūne mere yār āj pahlī bār chheṛe dil ke tār o sāṅvriyā
sāṅvriyā sāṅvriyā
terī nazar kamāl terī kamar kamāl
terā rūp hai kamāl …

dhaṛkan meṅ tū hai sāṇsoṅ meṅ tū hai
nīṅdoṅ meṅ tū hai o sāṅvriyā
sāṅvriyā sāṅvriyā
bātoṅ meṅ tū hai yādoṅ meṅ tū hai
vādoṅ meṅ tū hai o sāṅvriyā
sāṅvriyā sāṅvriyā
terī umar kamāl terā asar kamāl
terā rūp hai kamāl …