तेरी अदाओ पे मरता हूँ ... लोवे तुझे लोवे मैं
अगर कोई मुझसे ये पूछे
क्या
मैं क्यूं बेचैन रहता हूँ
क्यूं
मेरी इस बेकरारी की वजह क्या है बता दूं क्या
क्या
तेरी अदाओ पे मरता हूँ
love तुझे love मैं करता हूँ
तुझसे बिछड़ने से डरती हूँ
love तुझे love मैं करती हूँ
तेरी अदाओ पे …
ज़रा पास आ मुझे कुछ कहना है
दूर नहीं इक पल रहना है
देखो मेरे इतने करीब न आओ
डर लगता है न हाथ लगाओ
हे मैं हूँ तेरा तू है मेरी
मुझसे भी क्या डरना छोड़ो तुम ज़िद करना
तुझे देख के आहें भरता हूँ
love तुझे love …
जब मुझे छोड़ के तू जाता है
सच कहती हूँ रोना आता है
इश्क़ में अक्सर ये होता है
प्यार जो करता है रोता है
चाहत के सारे ग़म सह लूंगी
छोड़ूंगी दुनिया को तेरे दिल में रह लूंगी
तेरे लिए सजती संवरती हूँ
love तुझे love …
agar koī mujhse ye pūchhe
kyā
maiṅ kyūṅ bechain rahtā hūṇ
kyūṅ
merī is bekrārī kī vajah kyā hai batā dūṅ kyā
kyā
terī adāo pe martā hūṇ
love tujhe love maiṅ kartā hūṇ
tujhse bichhaṛne se ḍartī hūṇ
love tujhe love maiṅ kartī hūṇ
terī adāo pe …
zarā pās ā mujhe kuchh kahnā hai
dūr nahīṅ ik pal rahnā hai
dekho mere itne karīb na āo
ḍar lagtā hai na hāth lagāo
he maiṅ hūṇ terā tū hai merī
mujhse bhī kyā ḍarnā chhoṛo tum zid karnā
tujhe dekh ke āheṅ bhartā hūṇ
love tujhe love …
jab mujhe chhoṛ ke tū jātā hai
sach kahtī hūṇ ronā ātā hai
iśhq meṅ aksar ye hotā hai
pyār jo kartā hai rotā hai
chāhat ke sāre ġham sah lūṅgī
chhoṛūṅgī duniyā ko tere dil meṅ rah lūṅgī
tere lie sajtī saṅvartī hūṇ
love tujhe love …