तेरी आँखों में मुझे प्यार नज़र आता है
आशिक़ कोई तुमसा नहीं तुम इश्क़ की पहचान हो
तेरी आँखों में मुझे प्यार नज़र आता है
तू ही आशिक़ तू ही दिलदार नज़र आता है
मेरे महबूब सनम तेरी चाहत की कसम
प्यार में मर मिटे वो यार नज़र आता है
तेरी आँखों में …
इक मासूम सा इज़हार नज़र आता है
आँख लड़ी बात बढ़ी चैन लुटा रे
नींद गई होश उड़ा दर्द उठा रे
अब न खबर मुझको मेरे शाम-ओ-सहर की
भूल गई मैं तो गली अपने ही घर की
दिल से दिल जो मिले इश्क़ के गुल खिले
अब तो पतझड़ में भी गुलज़ार नज़र आता है
तू ही आशिक़ …
अब तो तमन्ना है यूं ही खोई रहूं मैं
तेरी ही बाहों में सदा सोई रहूं मैं
मैं भी तेरी उलझी हुई ज़ुल्फ़ें सजाऊं
नीली सी आँखों में तेरी डूबता जाऊं
क्यूं रहें दूरियाँ अब कोई दरमियाँ
बेकरारी में भी करार नज़र आता है
इक मासूम सा …
āśhiq koī tumsā nahīṅ tum iśhq kī pahchān ho
terī āṇkhoṅ meṅ mujhe pyār nazar ātā hai
tū hī āśhiq tū hī dildār nazar ātā hai
mere mahbūb sanam terī chāhat kī kasam
pyār meṅ mar miṭe vo yār nazar ātā hai
terī āṇkhoṅ meṅ …
ik māsūm sā izhār nazar ātā hai
āṇkh laṛī bāt baṛhī chain luṭā re
nīṅd gaī hośh uṛā dard uṭhā re
ab na khabar mujhko mere śhām-o-sahar kī
bhūl gaī maiṅ to galī apne hī ghar kī
dil se dil jo mile iśhq ke gul khile
ab to patjhaṛ meṅ bhī gulazār nazar ātā hai
tū hī āśhiq …
ab to tamannā hai yūṅ hī khoī rahūṅ maiṅ
terī hī bāhoṅ meṅ sadā soī rahūṅ maiṅ
maiṅ bhī terī uljhī huī zulfeṅ sajāūṅ
nīlī sī āṇkhoṅ meṅ terī ḍūbtā jāūṅ
kyūṅ raheṅ dūriyāṇ ab koī darmiyāṇ
bekrārī meṅ bhī karār nazar ātā hai
ik māsūm sā …