Teree aankhon kee kasam ... too jhooth boltaa hai

तेरी आँखों की कसम ... तू झूठ बोलता है
Year
Language

तेरी आँखों की कसम तुझसे प्यार करता हूँ
छुप छुप के मैं तेरा दीदार करता हूँ
तू झूठ बोलता है तू झूठ बोलता है
तेरी आँखों की कसम …

तूने ऐसा न जाने कितनों से कहा होगा
मुझसे पहले तेरा कहीं प्यार रहा होगा
ये तो मेरा दम है दम तेरा भरती हूँ
सब जान के भी तुझ पर ऐतबार करती हूँ
तू झूठ बोलती है तू झूठ बोलती है

कभी हाथ मिलाया होगा कभी साथ चले होंगे
मिलने के लिए हम यूं तो कितनों से मिले होंगे
जिसे प्यार कहते हैं तुझसे ही करता हूँ
तू कदम जहां रखती है मैं सजदा करता हूँ
तू झूठ बोलता है तू झूठ बोलता है
तेरी आँखों की कसम …

terī āṇkhoṅ kī kasam tujhse pyār kartā hūṇ
chhup chhup ke maiṅ terā dīdār kartā hūṇ
tū jhūṭh boltā hai tū jhūṭh boltā hai
terī āṇkhoṅ kī kasam …

tūne aisā na jāne kitnoṅ se kahā hogā
mujhse pahle terā kahīṅ pyār rahā hogā
ye to merā dam hai dam terā bhartī hūṇ
sab jān ke bhī tujh par aitbār kartī hūṇ
tū jhūṭh boltī hai tū jhūṭh boltī hai

kabhī hāth milāyā hogā kabhī sāth chale hoṅge
milne ke lie ham yūṅ to kitnoṅ se mile hoṅge
jise pyār kahte haiṅ tujhse hī kartā hūṇ
tū kadam jahāṅ rakhtī hai maiṅ sajdā kartā hūṇ
tū jhūṭh boltā hai tū jhūṭh boltā hai
terī āṇkhoṅ kī kasam …