तेरी आँखों का अंदाज़ कहता है
तेरी आँखों का अंदाज़ कहता है
तू प्यार मुझ से ही करता है
तेरी बातों का अंदाज़ कहता है
क्या
तू यार मुझ पे ही मरती है
तेरी आँखों का …
तेरे पास मैं आऊँ तुझे प्यार सिखाऊँ
तुझ पे जान लुटाऊँ जान-ए-जाना
मेरा दिल धड़काया मुझे इश्क़ सिखाया
मुझे अपना बनाया तू दीवाना
वादा किया है कसम हम ने ली है
न हम होंगे मिल के जुदा
तेरी आँखों का अंदाज़ कहता है
तू प्यार मुझ से ही करती है
तेरी बातों का अंदाज़ कहता है
तू यार मुझ पे ही मरता है
नया सिलसिला है नई दोस्ती है
नया दिलरुबा है नई दिल्लगी है
खुले आसमानों के नीचे मिले हैं
मुहोब्बत में दो दिल जवां
तेरी साँसों का हर साज़ कहता है
तू प्यार मुझ से ही करता है
उफ़ बहकने का अंदाज़ कहता है
तू प्यार मुझ से ही करती है
ना मैं होश में हूँ ना तुझ को खबर है
हो मेरी चाहतों का ये तुझ पे असर है
चलो एक दूजे में ऐसे समाएँ
के देखे न हम को जहाँ
तेरे ख्वाबों का हर राज़ कहता है
तू प्यार मुझ से ही करता है
हाय लिपटने का अंदाज़ कहता है
तू यार मुझ पे ही मरती है
तेरी आँखों का …
terī āṇkhoṅ kā aṅdāz kahtā hai
tū pyār mujh se hī kartā hai
terī bātoṅ kā aṅdāz kahtā hai
kyā
tū yār mujh pe hī martī hai
terī āṇkhoṅ kā …
tere pās maiṅ āūṇ tujhe pyār sikhāūṇ
tujh pe jān luṭāūṇ jān-e-jānā
merā dil dhaṛkāyā mujhe iśhq sikhāyā
mujhe apnā banāyā tū dīvānā
vādā kiyā hai kasam ham ne lī hai
na ham hoṅge mil ke judā
terī āṇkhoṅ kā aṅdāz kahtā hai
tū pyār mujh se hī kartī hai
terī bātoṅ kā aṅdāz kahtā hai
tū yār mujh pe hī martā hai
nayā silsilā hai naī dostī hai
nayā dilrubā hai naī dillgī hai
khule āsmānoṅ ke nīche mile haiṅ
muhobbat meṅ do dil javāṅ
terī sāṇsoṅ kā har sāz kahtā hai
tū pyār mujh se hī kartā hai
uf bahakne kā aṅdāz kahtā hai
tū pyār mujh se hī kartī hai
nā maiṅ hośh meṅ hūṇ nā tujh ko khabar hai
ho merī chāhtoṅ kā ye tujh pe asar hai
chalo ek dūje meṅ aise samāeṇ
ke dekhe na ham ko jahāṇ
tere khvāboṅ kā har rāz kahtā hai
tū pyār mujh se hī kartā hai
hāy lipaṭne kā aṅdāz kahtā hai
tū yār mujh pe hī martī hai
terī āṇkhoṅ kā …