तेरी आँख के आँसू पी जाऊं, ऐसी मेरी तक़दीर कहाँ
तेरा ग़मख़्वार हूँ लेकिन मैं तुझ तक आ नहीं सकता
मैं अपने नाम तेरी बेकसी लिखवा नहीं सकता
तेरी आँख के आँसू पी जाऊं ऐसी मेरी तक़दीर कहाँ
तेरे ग़म में तुझको बहलाऊं ऐसी मेरी तक़दीर कहाँ
ऐ काश जो मिल कर रोते, कुछ दर्द तो हलके होते
बेकार न जाते आँसू, कुछ दाग़ जिगर के धोते
फिर रंज न होता इतना, है तनहाई में जितना
अब जाने ये रस्ता ग़म का, है और भी लम्बा कितना
हालात की उलझन सुलझाऊँ ऐसी मेरी तक़दीर कहाँ
तेरी आँख के आँसू पी जाऊँ
क्या तेरी ज़ुल्फ़ का लेहरा, है अब तक वोही सुनहरा
क्या अब तक तेरे दर पे, देती हें हवाएं पहरा
लेकिन है ये खाम-ओ-खयाली, तेरी ज़ुल्फ़ बनी है सवाली
मोहताज है एक कली की, इक रोज़ थी फूलों वाली
वो ज़ुल्फ़ें परेशां महकाऊं ऐसी मेरी तक़दीर कहाँ
तेरी आँख के आँसू पी जाऊँ
terā ġhamakhvār hūṇ lekin maiṅ tujh tak ā nahīṅ saktā
maiṅ apne nām terī beksī likhvā nahīṅ saktā
terī āṇkh ke āṇsū pī jāūṅ aisī merī taqdīr kahāṇ
tere ġham meṅ tujhko bahlāūṅ aisī merī taqdīr kahāṇ
ai kāśh jo mil kar rote, kuchh dard to halke hote
bekār na jāte āṇsū, kuchh dāġh jigar ke dhote
phir raṅj na hotā itnā, hai tanhāī meṅ jitnā
ab jāne ye rastā ġham kā, hai aur bhī lambā kitnā
hālāt kī uljhan suljhāūṇ aisī merī taqdīr kahāṇ
terī āṇkh ke āṇsū pī jāūṇ
kyā terī zulf kā lehrā, hai ab tak vohī sunahrā
kyā ab tak tere dar pe, detī heṅ havāeṅ pahrā
lekin hai ye khām-o-khayālī, terī zulf banī hai savālī
mohtāj hai ek kalī kī, ik roz thī phūloṅ vālī
vo zulfeṅ pareśhāṅ mahkāūṅ aisī merī taqdīr kahāṇ
terī āṇkh ke āṇsū pī jāūṇ