तेरे विशाल हृदय ने पाई सातों सागर की गहराई
तेरे विशाल हृदय ने पाई सातों सागर की गहराई
सात रंग से सुन्दर तुझको रंग मिला
सारे सुख मिल जाएँगे मुझको कहीं जो तेरा संग मिला
तेरे विशाल हृदय …
सातों गगन तेरी आँखों में सात सुरों का रस बातों में
ताल में डूबी चाल को तेरी जलतरंग का ढंग मिला
सारे सुख मिल जाएँगे …
एक बड़ी तुझमें अच्छाई प्यार में तेरे है सच्चाई
मदिरा भी तू गंगाजल तू ही तुझको अनोखा अंग मिला
सारे सुख मिल जाएँगे …
tere viśhāl hṛday ne pāī sātoṅ sāgar kī gahrāī
sāt raṅg se sundar tujhko raṅg milā
sāre sukh mil jāeṇge mujhko kahīṅ jo terā saṅg milā
tere viśhāl hṛday …
sātoṅ gagan terī āṇkhoṅ meṅ sāt suroṅ kā ras bātoṅ meṅ
tāl meṅ ḍūbī chāl ko terī jaltaraṅg kā ḍhaṅg milā
sāre sukh mil jāeṇge …
ek baṛī tujhmeṅ achchhāī pyār meṅ tere hai sachchāī
madirā bhī tū gaṅgājal tū hī tujhko anokhā aṅg milā
sāre sukh mil jāeṇge …