तेरे संग जीना तेरे संग मरना
ल: अ आ आ आ
तेरे संग जीना तेरे संग मरना -2
रब रूठे या जग छूटे हमको क्या करना
र: तेरे संग जीना …
दो: तेरे संग जीना …
ल: तेरी बाँहों में जब मेरे पिया ली बाँध चुनरिया मैने -2
छोड़ी लाज-शरम दिल तुझे रे दिया तोहे बीच बजरिया मैने
मन पागल क्या जाने रे दुनिया से डरना
तेरे संग जीना …
र: रुत आई रे या रुत चली गई क्या जाने ये तेरा मतवाला
मोहे याद नहीं कुछ तेरे सिवा जब प्यार का पी लिया प्याला
कौन आया और कौन गया हमको क्या करना
दो: तेरे संग जीना …
ल: सुन साँवरिया अब तेरे बिना संसार लगे मोहे फीका
जिया थाम के सजना तू जिधर चला ( तेरे प्यार से मैने सीखा ) -2
सीखा मैने ठण्डी आहें भरना
दो: तेरे संग जीना …
la: a ā ā ā
tere saṅg jīnā tere saṅg marnā -2
rab rūṭhe yā jag chhūṭe hamko kyā karnā
ra: tere saṅg jīnā …
do: tere saṅg jīnā …
la: terī bāṇhoṅ meṅ jab mere piyā lī bāṇdh chunriyā maine -2
chhoṛī lāj-śharam dil tujhe re diyā tohe bīch bajriyā maine
man pāgal kyā jāne re duniyā se ḍarnā
tere saṅg jīnā …
ra: rut āī re yā rut chalī gaī kyā jāne ye terā matvālā
mohe yād nahīṅ kuchh tere sivā jab pyār kā pī liyā pyālā
kaun āyā aur kaun gayā hamko kyā karnā
do: tere saṅg jīnā …
la: sun sāṇvriyā ab tere binā saṅsār lage mohe phīkā
jiyā thām ke sajnā tū jidhar chalā ( tere pyār se maine sīkhā ) -2
sīkhā maine ṭhaṇḍī āheṅ bharnā
do: tere saṅg jīnā …