तेरे प्यार की तमन्ना, ग़म-ए-ज़िन्दगी के साये
तेरे प्यार की तमन्ना ग़म-ए-ज़िंदगी के साये
बड़ी तेज़ आँधियाँ हैं ये चिराग़ बुझ न जाये
न फ़िज़ाँ है अपने बस में न नज़र में है किनारा
कहीं मेरे दिल की कश्ती न भँवर में डूब जाये
कोई हल तू ही बता दे मेरे दिल की कशमकश का
तुझे भूलना भी चाहूँ तेरी याद ही सताये
है अजीब दस्ताँ कुछ ये हमारी दस्ताँ भी
कभी तुम समझ न पाये कभी हम सुना न पाये
tere pyār kī tamannā ġham-e-ziṅdgī ke sāye
baṛī tez āṇdhiyāṇ haiṅ ye chirāġh bujh na jāye
na fizāṇ hai apne bas meṅ na nazar meṅ hai kinārā
kahīṅ mere dil kī kaśhtī na bhṇvar meṅ ḍūb jāye
koī hal tū hī batā de mere dil kī kaśhamkaśh kā
tujhe bhūlnā bhī chāhūṇ terī yād hī satāye
hai ajīb dastāṇ kuchh ye hamārī dastāṇ bhī
kabhī tum samajh na pāye kabhī ham sunā na pāye