Tere pyaar ke teer ne ghaayal ... are too hai kamaal

तेरे प्यार के तीर ने घायल ... अरे तू है कमाल्
Work
Year
Language

हाँ तेरे प्यार के तीर ने घायल कर दिया दिया
तेरे इश्क़ ने मुझे पागल कर दिया दिया
अरे अरे तू है कमाल

दिल जीतने की है तुझमें हर अदा अदा अदा
तो बोलो कैसे न होता मैं फ़िदा फ़िदा
अरे अरे तू है कमाल

जबसे सनम दिल को तेरा प्यार मिला आ आ
तन में नया मन में नया शोर मचा आ आ
इतने करीब आ जाएं लहरों जैसे मिल जाएं
तेरी साँसों में बेचैनी है
दिल का मौसम तूफ़ानी है
तेरे इश्क़ ने मुझे …

कैसी दीवानगी क्‌यूं ये बेताबियां
कैसी ये बेखुदी क्‌यूं ये बेहोशियां
न होश में तुम आओ न होश में हम आएं
ऐ काश के अब ये पल ऐसे ही ठहर जाएं
हो इस प्यार से देखो नहीं दम ये निकल ही न जाए कहीं
हे ओ मेरी जान मेरी जां हो तुम तेरे ही दम से तो जीते हैं हम
तेरे प्यार के तीर …

hāṇ tere pyār ke tīr ne ghāyal kar diyā diyā
tere iśhq ne mujhe pāgal kar diyā diyā
are are tū hai kamāl

dil jītne kī hai tujhmeṅ har adā adā adā
to bolo kaise na hotā maiṅ fidā fidā
are are tū hai kamāl

jabse sanam dil ko terā pyār milā ā ā
tan meṅ nayā man meṅ nayā śhor machā ā ā
itne karīb ā jāeṅ lahroṅ jaise mil jāeṅ
terī sāṇsoṅ meṅ bechainī hai
dil kā mausam tūfānī hai
tere iśhq ne mujhe …

kaisī dīvāngī k‌yūṅ ye betābiyāṅ
kaisī ye bekhudī k‌yūṅ ye behośhiyāṅ
na hośh meṅ tum āo na hośh meṅ ham āeṅ
ai kāśh ke ab ye pal aise hī ṭhahar jāeṅ
ho is pyār se dekho nahīṅ dam ye nikal hī na jāe kahīṅ
he o merī jān merī jāṅ ho tum tere hī dam se to jīte haiṅ ham
tere pyār ke tīr …