तेरे प्यार का छाया नशा ... आ कह दूँ तुझे ई लोवे योउ
तेरे प्यार का छाया नशा मेरा रूप महकने लगा
मुझे क्या हुआ क्या कहूँ दिल आज बहकने लगा
तेरे प्यार का छाया नशा ये समां महकने लगा
मुझे क्या हुआ …
जान-ए-जां मेरी हर नज़र में ये दिल में जिगर में बसा है तू
ये दूरी मिटा ले गले से लगा ले
आ कह दूँ तुझे I love you
जान-ए-जां मेरी …
तेरे प्यार का …
लगता है जैसे बदन में हो आग दहकी हुई
जलने लगीं मेरी साँसें धड़कन है बहकी हुई
मेरा दिल हुआ है दीवाना
यूँ ज़ुल्फ़ों से तेरी उड़ी है खुश्बू
मेरे पास आजा तू मुझमें समा जा
आ कह दूँ तुझे I love you
जान-ए-जां मेरी …
तेरे प्यार का …
तेरी नज़र मेरे दिल पे जादू चलाती रही
कुछ मैं छुपाता रहा हूँ कुछ तू छुपाती रही
जाने क्या हुआ है जो तूने छुआ है
के दिल पे नहीं है क़ाबू
मुझे प्यार कर ले तू बाहों में भर ले
आ कह दूँ तुझे I love you
जान-ए-जां मेरी …
तेरे प्यार का …
tere pyār kā chhāyā naśhā merā rūp mahakne lagā
mujhe kyā huā kyā kahūṇ dil āj bahakne lagā
tere pyār kā chhāyā naśhā ye samāṅ mahakne lagā
mujhe kyā huā …
jān-e-jāṅ merī har nazar meṅ ye dil meṅ jigar meṅ basā hai tū
ye dūrī miṭā le gale se lagā le
ā kah dūṇ tujhe I love you
jān-e-jāṅ merī …
tere pyār kā …
lagtā hai jaise badan meṅ ho āg dahkī huī
jalne lagīṅ merī sāṇseṅ dhaṛkan hai bahkī huī
merā dil huā hai dīvānā
yūṇ zulfoṅ se terī uṛī hai khuśhbū
mere pās ājā tū mujhmeṅ samā jā
ā kah dūṇ tujhe I love you
jān-e-jāṅ merī …
tere pyār kā …
terī nazar mere dil pe jādū chalātī rahī
kuchh maiṅ chhupātā rahā hūṇ kuchh tū chhupātī rahī
jāne kyā huā hai jo tūne chhuā hai
ke dil pe nahīṅ hai qābū
mujhe pyār kar le tū bāhoṅ meṅ bhar le
ā kah dūṇ tujhe I love you
jān-e-jāṅ merī …
tere pyār kā …