Tere nainon ne choree kiyaa, moraa chhotaa saa jiyaa

तेरे नैनों ने चोरी किया, मोरा छोटा सा जिया
Year
Language

तेरे नैनों ने चोरी किया, मोरा छोटा सा जिया
परदेसिया, तेरे…

जाने कैसा जादू किया, तेरी मीठी मीठी बात ने
तेरा मेरा प्यार हुआ, पहली मुलाक़ात में
तेरे नैनों …

हाथों में हाथ लेके, कभी भी ना छोड़ना
प्यार की डोर सैय्यां, बांध के ना तोड़ना
तेरे नैनों …

tere nainoṅ ne chorī kiyā, morā chhoṭā sā jiyā
pardesiyā, tere…

jāne kaisā jādū kiyā, terī mīṭhī mīṭhī bāt ne
terā merā pyār huā, pahlī mulāqāt meṅ
tere nainoṅ …

hāthoṅ meṅ hāth leke, kabhī bhī nā chhoṛnā
pyār kī ḍor saiyyāṅ, bāṅdh ke nā toṛnā
tere nainoṅ …