तेरे नग़्में तेरी बातें ... मैं आशिक़ हूँ दीवाना हूँ
तेरे नग़्में तेरी बातें तेरा ही नाम लिखता हूँ
मैं आशिक़ हूँ दीवाना हूँ सुबह को शाम लिखता हूँ
तेरी यादों के मौसम को कभी मैं रोक ना पाऊँ
ख्यालों के गुलिस्तां में महकता मैं चला जाऊँ
मेरी आँखों के दर्पण में तेरे ही ख्वाब आते हैं
मेरे अरमां बड़े बेकल कहीं ना चैन पाते हैं
तेरे होंठों पे होंठों से हसीं पैग़ाम लिखता हूँ
मैं आशिक़ हूँ …
लिखी तूने जो छुप छुप के वही तो मैं कहानी हूँ
तेरी साँसों में रहती हूँ मैं तेरी ज़िन्दगानी हूँ
जुदाई का कोई लम्हा मेरी जां ना सहा जाए
बिना देखे तेरा चेहरा कभी भी ना रहा जाए
जवां आवाज़ का हर पल जवां अंदाज़ लिखती हूँ
अजी कैसी दीवानी हूँ सुबह को शाम लिखती हूँ
तेरे नग़्में तेरी बातें …
tere naġhmeṅ terī bāteṅ terā hī nām likhtā hūṇ
maiṅ āśhiq hūṇ dīvānā hūṇ subah ko śhām likhtā hūṇ
terī yādoṅ ke mausam ko kabhī maiṅ rok nā pāūṇ
khyāloṅ ke gulistāṅ meṅ mahaktā maiṅ chalā jāūṇ
merī āṇkhoṅ ke darpaṇ meṅ tere hī khvāb āte haiṅ
mere armāṅ baṛe bekal kahīṅ nā chain pāte haiṅ
tere hoṅṭhoṅ pe hoṅṭhoṅ se hasīṅ paiġhām likhtā hūṇ
maiṅ āśhiq hūṇ …
likhī tūne jo chhup chhup ke vahī to maiṅ kahānī hūṇ
terī sāṇsoṅ meṅ rahtī hūṇ maiṅ terī zindgānī hūṇ
judāī kā koī lamhā merī jāṅ nā sahā jāe
binā dekhe terā chehrā kabhī bhī nā rahā jāe
javāṅ āvāz kā har pal javāṅ aṅdāz likhtī hūṇ
ajī kaisī dīvānī hūṇ subah ko śhām likhtī hūṇ
tere naġhmeṅ terī bāteṅ …