Tere mere pyaar kee kahaaniyaan hain too naheen

तेरे मेरे प्यार की कहानियाँ हैं तू नहीं
Work
Year
Language

तेरे मेरे प्यार की कहानियाँ हैं तू नहीं
पास मेरे सब तेरी निशानियाँ हैं तू नहीं
तेरे मेरे प्यार की …
वो मोहब्बत वही जवानियाँ हैं तू नहीं

दर्द की पुरवाई
ग़म की ये परछाई
यार की ये रुसवाई
एक जान कितनी परेशानियाँ हैं तू नहीं
तेरे मेरे प्यार की …

मेहरबां है रब बड़ा
ये अगर मांगूं दुआ
रब से मांगूं और क्‌या
उसके पास सब मेहरबानियाँ हैं तू नहीं
तेरे मेरे प्यार की …

बेड़ियाँ हैं पाँव में
ग़म के सेहराओं में
दर्द के इन दरियाओं में
आँसुओं की रात दिन रवानियाँ हैं तू नहीं
तेरे मेरे प्यार की …

tere mere pyār kī kahāniyāṇ haiṅ tū nahīṅ
pās mere sab terī niśhāniyāṇ haiṅ tū nahīṅ
tere mere pyār kī …
vo mohabbat vahī javāniyāṇ haiṅ tū nahīṅ

dard kī purvāī
ġham kī ye parchhāī
yār kī ye rusvāī
ek jān kitnī pareśhāniyāṇ haiṅ tū nahīṅ
tere mere pyār kī …

meharbāṅ hai rab baṛā
ye agar māṅgūṅ duā
rab se māṅgūṅ aur k‌yā
uske pās sab meharbāniyāṇ haiṅ tū nahīṅ
tere mere pyār kī …

beṛiyāṇ haiṅ pāṇv meṅ
ġham ke sehrāoṅ meṅ
dard ke in dariyāoṅ meṅ
āṇsuoṅ kī rāt din ravāniyāṇ haiṅ tū nahīṅ
tere mere pyār kī …