तेरे-मेरे प्यार की बँध गई जब ये डोर्
मु: तेरे-मेरे प्यार की बँध गई जब ये डोर मचा दूँगा शोर
ज़माना चाहे जो कहे सो कहे
कं: धीरे-धीरे बोल पिया है ये आपस की बात मिला तेरा साथ
ज़माना कहीं ये सहे ना सहे
मु: बाँहों में तेरी ये बाँहें रहेंगी तो ठोकर में होगा ज़माना
कं: दिल की ये बातें रहने दो दिल में क्या है ज़रूरी जताना
मु: मैं ना कहूँगा तो दुनिया कहेगी
यह बात एक दिन तो खुलके रहेगी
कं: धीरे-धीरे बोल …
देखो हमारे दिल मिल गए हैं दिल के सहारे चलेंगे
मु: हम जो चलेंगे चलेंगी बहारें सारे सितारे चलेंगे
कं: दुनिया तो जलती है जलती रहेगी
मु: मगर प्यार की रस्म चलती रहेगी
दो: तेरे-मेरे तेरे-मेरे प्यार की …
mu: tere-mere pyār kī bṇdh gaī jab ye ḍor machā dūṇgā śhor
zamānā chāhe jo kahe so kahe
kaṅ: dhīre-dhīre bol piyā hai ye āpas kī bāt milā terā sāth
zamānā kahīṅ ye sahe nā sahe
mu: bāṇhoṅ meṅ terī ye bāṇheṅ raheṅgī to ṭhokar meṅ hogā zamānā
kaṅ: dil kī ye bāteṅ rahne do dil meṅ kyā hai zarūrī jatānā
mu: maiṅ nā kahūṇgā to duniyā kahegī
yah bāt ek din to khulke rahegī
kaṅ: dhīre-dhīre bol …
dekho hamāre dil mil gae haiṅ dil ke sahāre chaleṅge
mu: ham jo chaleṅge chaleṅgī bahāreṅ sāre sitāre chaleṅge
kaṅ: duniyā to jaltī hai jaltī rahegī
mu: magar pyār kī rasm chaltī rahegī
do: tere-mere tere-mere pyār kī …