Tere mere naam kaa charchaa ... chal shaadee kar lete hain

तेरे मेरे नाम का चर्चा ... चल शादी कर लेते हैं
Year
Language

तेरे मेरे नाम का चर्चा गलियों में होने लगा है
लोग मुझे बदनाम लेके तेरा नाम करते है
चल शादी कर लेते हैं
तेरे मेरे नाम का चर्चा …

झूठी कसमें खाते खाते
डरने लगी हूँ आते जाते
हो कसमें निभाएंगे है वादा अपना तो नेक है इरादा
हर ग़म बाटेंगे आधा आधा आधा आधा आधा आधा
आधा क्‌या मैं पूरा सह लूंगी
काँटों पे गुज़ारा कर लूंगी
पर हो न जाएं जुदा ये सोचके हम डरते हैं
चल शादी कर लेते हैं …

मौसम है बड़ा आशिक़ाना
ऐसे में हमें ना तड़पाना
हे तौबा तेरा ऐसा शरमाना
धीरे से तेरा यूं मुस्काना
गर अन्दाज़ है प्यारा देना होगा तुमको सहारा
वादा निभाना कहीं भूल न जाना
हम तुम पे मरते हैं
चल शादी कर लेते हैं …

tere mere nām kā charchā galiyoṅ meṅ hone lagā hai
log mujhe badnām leke terā nām karte hai
chal śhādī kar lete haiṅ
tere mere nām kā charchā …

jhūṭhī kasmeṅ khāte khāte
ḍarne lagī hūṇ āte jāte
ho kasmeṅ nibhāeṅge hai vādā apnā to nek hai irādā
har ġham bāṭeṅge ādhā ādhā ādhā ādhā ādhā ādhā
ādhā k‌yā maiṅ pūrā sah lūṅgī
kāṇṭoṅ pe guzārā kar lūṅgī
par ho na jāeṅ judā ye sochke ham ḍarte haiṅ
chal śhādī kar lete haiṅ …

mausam hai baṛā āśhiqānā
aise meṅ hameṅ nā taṛpānā
he taubā terā aisā śharmānā
dhīre se terā yūṅ muskānā
gar andāz hai pyārā denā hogā tumko sahārā
vādā nibhānā kahīṅ bhūl na jānā
ham tum pe marte haiṅ
chal śhādī kar lete haiṅ …