तेरे मेरे होठों पे मीठे मीठे गीत मितवा
तेरे मेरे होठों पे, मीठे मीठे गीत मितवा
आगे आगे चले हम, पीछे पीछे प्रीत मितवा
पहले पहले प्यार की पहली रात याद रहेगी
फुलों के इस शहर की मुलाकात याद रहेगी
काश यही सारी उमर, यूँ ही जाये बीत मितवा
आगे आगे चले हम, पीछे पीछे प्रीत मितवा
अँखियों में तू बस जा, अँखियाँ मैं बंद कर लूँ
पहले इन अँखियों से बातें मैं चंद कर लूँ
तेरी इन ही बातों ने लिया मुझे जीत मितवा
आगे आगे चले हम, पीछे पीछे प्रीत मितवा
छोटे छोटे दिन रात, लम्बी लम्बी बातें हैं
जल्दी है किस बात की, बडी मुलाकातें हैं
बातों मुलाकातों में उमर जाये बीत मितवा
आगे आगे चले हम, पीछे पीछे प्रीत मितवा
tere mere hoṭhoṅ pe, mīṭhe mīṭhe gīt mitvā
āge āge chale ham, pīchhe pīchhe prīt mitvā
pahle pahle pyār kī pahlī rāt yād rahegī
phuloṅ ke is śhahar kī mulākāt yād rahegī
kāśh yahī sārī umar, yūṇ hī jāye bīt mitvā
āge āge chale ham, pīchhe pīchhe prīt mitvā
aṇkhiyoṅ meṅ tū bas jā, aṇkhiyāṇ maiṅ baṅd kar lūṇ
pahle in aṇkhiyoṅ se bāteṅ maiṅ chaṅd kar lūṇ
terī in hī bātoṅ ne liyā mujhe jīt mitvā
āge āge chale ham, pīchhe pīchhe prīt mitvā
chhoṭe chhoṭe din rāt, lambī lambī bāteṅ haiṅ
jaldī hai kis bāt kī, baḍī mulākāteṅ haiṅ
bātoṅ mulākātoṅ meṅ umar jāye bīt mitvā
āge āge chale ham, pīchhe pīchhe prīt mitvā