तेरे मन में कौन ... जा री न बतऊँ मैं तो
मी: तेरे मन में कौन, नैनन में कौन
जीवन में कौन डोले
प्रानों में कौन, सपनों में कौन,
साँसों में कौन बोले
को: तेरे मन में कौन, नैनन में कौन
जीवन में कौन डोले
प्रानों में कौन, सपनों में कौन,
साँसों में कौन बोले
ल: जा
जा री न बतऊँ मैं तो नाम चितचोर का -2
छुपा-छुपा प्यार है ये -2
चन्दा चकोर का
जा री न बतऊँ मैं तो नाम चितचोर का -2
झूमें घटायें घुँघराले बालों में
मुखड़े पे चाँद बलि जाये रे
को: हा हा हा हा मुखड़े पे चाँद बलि जाये रे
ल: हाय नीली सी अंखियाँ, भौँहें कमान जैसी
देखें तो जान चली जाये रे
को: हो हो हो हो देखें तो जान चली जाये रे
मी: है छलिया कौन, खलबलिया कौन
रंगरलिया रंग घोले
को: प्रानों में कौन, सपनों में कौन,
साँसों में कौन बोले
ल: जा
जा री न बतऊँ मैं तो नाम चितचोर का -2
कानों में कुण्डल, काँधे धनुष धरे
माथे तिलक की रेख है
को: हा हा हा हा माथे तिलक की रेख है
ल: हा जिसके लिये हुये नैना दीवाने मेरे
वो मेरा लाखों में एक है
को: हो हो हो हो वो मेरा लाखों में एक है
मी: है रसिया कौन, मनबसिया कौन,
घूँघट को छुप के खोले
को: प्रानों में कौन, सपनों में कौन,
साँसों में कौन बोले
ल: जा
जा री न बतऊँ मैं तो नाम चितचोर का
जा री न बतऊँ मैं तो
mī: tere man meṅ kaun, nainan meṅ kaun
jīvan meṅ kaun ḍole
prānoṅ meṅ kaun, sapnoṅ meṅ kaun,
sāṇsoṅ meṅ kaun bole
ko: tere man meṅ kaun, nainan meṅ kaun
jīvan meṅ kaun ḍole
prānoṅ meṅ kaun, sapnoṅ meṅ kaun,
sāṇsoṅ meṅ kaun bole
la: jā
jā rī na batūṇ maiṅ to nām chitchor kā -2
chhupā-chhupā pyār hai ye -2
chandā chakor kā
jā rī na batūṇ maiṅ to nām chitchor kā -2
jhūmeṅ ghaṭāyeṅ ghuṇghrāle bāloṅ meṅ
mukhaṛe pe chāṇd bali jāye re
ko: hā hā hā hā mukhaṛe pe chāṇd bali jāye re
la: hāy nīlī sī aṅkhiyāṇ, bhauṇheṅ kamān jaisī
dekheṅ to jān chalī jāye re
ko: ho ho ho ho dekheṅ to jān chalī jāye re
mī: hai chhaliyā kaun, khalabliyā kaun
raṅgarliyā raṅg ghole
ko: prānoṅ meṅ kaun, sapnoṅ meṅ kaun,
sāṇsoṅ meṅ kaun bole
la: jā
jā rī na batūṇ maiṅ to nām chitchor kā -2
kānoṅ meṅ kuṇḍal, kāṇdhe dhanuṣh dhare
māthe tilak kī rekh hai
ko: hā hā hā hā māthe tilak kī rekh hai
la: hā jiske liye huye nainā dīvāne mere
vo merā lākhoṅ meṅ ek hai
ko: ho ho ho ho vo merā lākhoṅ meṅ ek hai
mī: hai rasiyā kaun, manabsiyā kaun,
ghūṇghaṭ ko chhup ke khole
ko: prānoṅ meṅ kaun, sapnoṅ meṅ kaun,
sāṇsoṅ meṅ kaun bole
la: jā
jā rī na batūṇ maiṅ to nām chitchor kā
jā rī na batūṇ maiṅ to