तेरे ख़यालों में हम, तेरी ही बाहों में हम
तेरे ख़यालों में हम, तेरी ही बाहों में हम
अपने हैं दोनो जहां, हो जाएँ बेखुद यहाँ
हूँ रोशनी भोर की पलकों में तेरे छुपी
जब आँख खोलेगा तू, पुतली में होंगे हम ही
हम हैं कला की ज़बान, आँखों में तेरे रवाँ
मदभरी चंचल ये शाम, देती है तुझ को पयाम
पत्थर पे कर शायरी, तुझको हमारा सलाम
तू है जहाँ, हम वहाँ, झूमें ज़मीन आसमान
tere khayāloṅ meṅ ham, terī hī bāhoṅ meṅ ham
apne haiṅ dono jahāṅ, ho jāeṇ bekhud yahāṇ
hūṇ rośhnī bhor kī palkoṅ meṅ tere chhupī
jab āṇkh kholegā tū, putlī meṅ hoṅge ham hī
ham haiṅ kalā kī zabān, āṇkhoṅ meṅ tere ravāṇ
madabhrī chaṅchal ye śhām, detī hai tujh ko payām
patthar pe kar śhāyrī, tujhko hamārā salām
tū hai jahāṇ, ham vahāṇ, jhūmeṅ zamīn āsmān