तेरे हुस्न की क्या तारीफ़ करूँ कुछ कहते हुए भी डरता हूँ
रफ़ी: (धीमे)
तेरे हुस्न की क्या तारीफ़ करूँ
कुछ कहते हुए भी डरता हूँ
(तेज)
तेरे हुस्न की क्या तारीफ़ करूँ
तेरे हुस्न की
तेरे हुस्न की क्या तारीफ़ करूँ
कुछ कहते हुए भी डरता हूँ
कहीं भूल से तू ना समझ बैठे
की मैं तुझसे मोहब्बत करता हूँ
लता: मेरे दिल में कसक सी होती है, मेरे दिल में
मेरे दिल में कसक सी होती है
तेरे राह से जब मैं गुज़रती हूँ
इस बात से ये ना समझ लेना
की मैं तुझसे मोहब्बत करती हूँ
रफ़ी: (तेरी बात मे गीतों की सरगम
तेरी चाल मे पायल की छम छम ) - 2
कोई देख ले तुझको एक नजर - 2
मर जाएं तेरी आँखों कसम
मैं भी हूँ अजब इक दीवाना
मरता हूँ ना आहें भरता हूँ
कहीं भूल से तू ना समझ बैठे
की मैं तुझसे मोहब्बत करता हूँ
दोनो: आ…
लता: (मेरे सामने जब तू आता है
जी धक से मेरा हो जाता है ) - 2
लेती है तमन्ना अंगड़ायी - 2
दिल जाने कहाँ खो जाता है
महसूस ये होता है मुझको
जैसे मैं तेरा दम भरती हूँ
इस बात से ये ना समझ लेना
की मैं तुझसे मोहब्बत करती हूँ
रफ़ी: तेरे हुस्न की क्या तारीफ़ करूं
कुछ कहते हुए भी डरता हूँ
कहीं भूल से तू ना समझ बैठे
की मैं तुझसे मोहब्बत करता हूँ
rafī: (dhīme)
tere husn kī kyā tārīf karūṇ
kuchh kahte hue bhī ḍartā hūṇ
(tej)
tere husn kī kyā tārīf karūṇ
tere husn kī
tere husn kī kyā tārīf karūṇ
kuchh kahte hue bhī ḍartā hūṇ
kahīṅ bhūl se tū nā samajh baiṭhe
kī maiṅ tujhse mohabbat kartā hūṇ
latā: mere dil meṅ kasak sī hotī hai, mere dil meṅ
mere dil meṅ kasak sī hotī hai
tere rāh se jab maiṅ guzartī hūṇ
is bāt se ye nā samajh lenā
kī maiṅ tujhse mohabbat kartī hūṇ
rafī: (terī bāt me gītoṅ kī sargam
terī chāl me pāyal kī chham chham ) - 2
koī dekh le tujhko ek najar - 2
mar jāeṅ terī āṇkhoṅ kasam
maiṅ bhī hūṇ ajab ik dīvānā
martā hūṇ nā āheṅ bhartā hūṇ
kahīṅ bhūl se tū nā samajh baiṭhe
kī maiṅ tujhse mohabbat kartā hūṇ
dono: ā…
latā: (mere sāmne jab tū ātā hai
jī dhak se merā ho jātā hai ) - 2
letī hai tamannā aṅgaṛāyī - 2
dil jāne kahāṇ kho jātā hai
mahsūs ye hotā hai mujhko
jaise maiṅ terā dam bhartī hūṇ
is bāt se ye nā samajh lenā
kī maiṅ tujhse mohabbat kartī hūṇ
rafī: tere husn kī kyā tārīf karūṅ
kuchh kahte hue bhī ḍartā hūṇ
kahīṅ bhūl se tū nā samajh baiṭhe
kī maiṅ tujhse mohabbat kartā hūṇ