Tere haathon men pahnaa ke chooriyaan

तेरे हाथों में पहना के चूड़ियाँ
Year
Language

र: तेरे हाथों में पहना के चूड़ियाँ ओ चूड़ियाँ
हाथों में पहना के चूड़ियाँ
ओ तेरे हाथों में पहना के चूड़ियाँ
के मौज बंजारा ले गया
के मौज बंजारा ले गया ले गया
तेरे हाथों में …
आ: तूने दिल तक तो मेरा ले लिया ले लिया
तूने दिल तक तो मेरा ले लिया -2
के वो क्‌या बेचारा ले गया
के वो क्‌या बेचारा ले गया ले गया
तूने दिल तक तो …

र: मेरे सामने ही कोई बेगाना -2
के रूप का नज़ारा ले गया
के रूप का नज़ारा ले गया ले गया
आ: तू जलता है क्‌यूँ रे दीवाने -2
के वो क्‌या तुम्हारा ले गया
के वो क्‌या तुम्हारा ले गया ले गया
र: तेरे हाथों में …

ओ इसे मेरे ही तू नाम लगा दे -2
जवानी एरे किस काम की
इसे मेरे ही तू नाम लगा दे
आ: दिल लेगा मेरा कोई दिलवाला -2
ये बात नहीं तेरे बस की बस की
र: आज हुस्न का जलवा दे-दे -2
तो कल से मैं तौबा कर लूँ हाय कर लूँ
आज हुस्न का जलवा दे-दे
आ: साल सत्तरा संभाला इसे मैने -2
रे ऐसे कैसे तुझे सौंप दूँ
साल सत्तरा …
र: तेरे हाथों में …

तेरे होंठों से लिपट जाऊँ सजनी -2
मैं सुर्ख़ी का रंग बन के
हाय तेरे होंठों से लिपट जाऊँ सजनी
आ: तेरे जैसे कई लुट गए कुँवारे
तेरे जैसे कई लुट गए कुँवारे कुँवारे
पायल मेरी जब छनके जब छनके
र: गोरा रंग ना किसी का होए -2
के सारा जग बैरी हो जाए
आ: सारे जग से निपट लूँ अकेली
सारे जग से निपट लूँ अकेली अकेली
के पहले तू जो मेरा हो जाए
के पहले तू जो मेरा हो जाए हो जाए
सारे जग से …

आ: छोड़ो झगड़े मिला लो दिल को -2
रहो न ऐसे तन-तन के
तेरे घर में उजाला कर दूँ -2
हाय तू ले जा इसे दूल्हा बन के दूल्हा बन के

ra: tere hāthoṅ meṅ pahnā ke chūṛiyāṇ o chūṛiyāṇ
hāthoṅ meṅ pahnā ke chūṛiyāṇ
o tere hāthoṅ meṅ pahnā ke chūṛiyāṇ
ke mauj baṅjārā le gayā
ke mauj baṅjārā le gayā le gayā
tere hāthoṅ meṅ …
ā: tūne dil tak to merā le liyā le liyā
tūne dil tak to merā le liyā -2
ke vo k‌yā bechārā le gayā
ke vo k‌yā bechārā le gayā le gayā
tūne dil tak to …

ra: mere sāmne hī koī begānā -2
ke rūp kā nazārā le gayā
ke rūp kā nazārā le gayā le gayā
ā: tū jaltā hai k‌yūṇ re dīvāne -2
ke vo k‌yā tumhārā le gayā
ke vo k‌yā tumhārā le gayā le gayā
ra: tere hāthoṅ meṅ …

o ise mere hī tū nām lagā de -2
javānī ere kis kām kī
ise mere hī tū nām lagā de
ā: dil legā merā koī dilvālā -2
ye bāt nahīṅ tere bas kī bas kī
ra: āj husn kā jalvā de-de -2
to kal se maiṅ taubā kar lūṇ hāy kar lūṇ
āj husn kā jalvā de-de
ā: sāl sattrā saṅbhālā ise maine -2
re aise kaise tujhe sauṅp dūṇ
sāl sattrā …
ra: tere hāthoṅ meṅ …

tere hoṅṭhoṅ se lipaṭ jāūṇ sajnī -2
maiṅ surkhī kā raṅg ban ke
hāy tere hoṅṭhoṅ se lipaṭ jāūṇ sajnī
ā: tere jaise kaī luṭ gae kuṇvāre
tere jaise kaī luṭ gae kuṇvāre kuṇvāre
pāyal merī jab chhanke jab chhanke
ra: gorā raṅg nā kisī kā hoe -2
ke sārā jag bairī ho jāe
ā: sāre jag se nipaṭ lūṇ akelī
sāre jag se nipaṭ lūṇ akelī akelī
ke pahle tū jo merā ho jāe
ke pahle tū jo merā ho jāe ho jāe
sāre jag se …

ā: chhoṛo jhagaṛe milā lo dil ko -2
raho na aise tan-tan ke
tere ghar meṅ ujālā kar dūṇ -2
hāy tū le jā ise dūlhā ban ke dūlhā ban ke