तेरे घर आया मैं आया ... साजन जी घर आए
कब से आए हैं तेरे दूल्हे राजा
अब देर न कर जल्दी आजा
तेरे घर आया मैं आया तुझको लेने
दिल के बदले में दिल का नज़राना देने
मेरी हर धड़कन क्या बोले है सुन सुन सुन
साजन जी घर आए साजन जी घर आए
दुल्हन क्यूं शरमाए साजन जी घर आए
ऐ दिल चलेगा अब ना कोई बहाना
गोरी को होगा अब साजन के घर जाना
माथे की बिंदिया क्या बोले है सुन सुन सुन
साजन जी घर आए …
दीवाने की चाल में फंस गई मैं इस जाल में
ऐ सखियों कैसे बोलो बोलो
मुझपे तो ऐ दिलरुबा तेरी सखियां भी फ़िदा
ये बोलेंगी क्या पूछो पूछो
जा रे जा झूठे तारीफ़ें क्यूं लूटे
तेरा मस्ताना क्या बोले है सुन सुन सुन
साजन जी घर आए …
ना समझे नादान है ये मेरा एहसान है
चाहा जो इसको कह दो कह दो
छेड़ो मुझको जान के बदले में एहसान के
दे दिया दिल इसको कह दो कह दो
तू ये ना जाने दिल टूटे भी दीवाने
तेरा दीवाना क्या बोले है सुन सुन सुन
साजन जी घर आए …
मेंहदी लाके गहने पाके
हाय रो के तू सबको रुला के
सवेरे चली जाएगी तू बड़ा याद आएगी
तू जाएगी तू बड़ा याद आएगी
तू बड़ा याद आएगी याद आएगी
तेरे घर आया …
kab se āe haiṅ tere dūlhe rājā
ab der na kar jaldī ājā
tere ghar āyā maiṅ āyā tujhko lene
dil ke badle meṅ dil kā nazrānā dene
merī har dhaṛkan kyā bole hai sun sun sun
sājan jī ghar āe sājan jī ghar āe
dulhan kyūṅ śharmāe sājan jī ghar āe
ai dil chalegā ab nā koī bahānā
gorī ko hogā ab sājan ke ghar jānā
māthe kī biṅdiyā kyā bole hai sun sun sun
sājan jī ghar āe …
dīvāne kī chāl meṅ phaṅs gaī maiṅ is jāl meṅ
ai sakhiyoṅ kaise bolo bolo
mujhpe to ai dilrubā terī sakhiyāṅ bhī fidā
ye boleṅgī kyā pūchho pūchho
jā re jā jhūṭhe tārīfeṅ kyūṅ lūṭe
terā mastānā kyā bole hai sun sun sun
sājan jī ghar āe …
nā samjhe nādān hai ye merā ehsān hai
chāhā jo isko kah do kah do
chheṛo mujhko jān ke badle meṅ ehsān ke
de diyā dil isko kah do kah do
tū ye nā jāne dil ṭūṭe bhī dīvāne
terā dīvānā kyā bole hai sun sun sun
sājan jī ghar āe …
meṅhdī lāke gahne pāke
hāy ro ke tū sabko rulā ke
savere chalī jāegī tū baṛā yād āegī
tū jāegī tū baṛā yād āegī
tū baṛā yād āegī yād āegī
tere ghar āyā …