तेरे दिल ने मेरे दिल से क्या कहा बता
तेरे दिल ने मेरे दिल से क्या कहा बता
दीवाना सा होने लगा हूँ मैं संभालो मुझे तुम ज़रा
ख्यालों में खोने लगा हूँ मैं संभालो मुझे तुम ज़रा
तेरे दिल ने मेरे दिल से क्या कहा बता
दीवानी सी होने लगी हूँ मैं संभालो मुझे तुम ज़रा
ख्यालों में खोने लगी हूँ मैं संभालो मुझे तुम ज़रा
कैसा मोहब्बत का जादू है
मुझे नहीं खबर
खुद पे नहीं मेरा काबू है
अजी है क्या असर
दर्द जाए मेरा सनम कीजिए वो दुआ
चैन आए ज़रा मुझे दीजिए वो दवा
तेरे दिल ने मेरे दिल से …
होंठों से शबनम चुराने दो
नहीं अभी नहीं
आगोश में मुझको आने दो
खता न हो कहीं
अब इजाज़त तो दीजिए मुझको जान-ए-वफ़ा
यूं शरारत न कीजिए छोड़िए दिलरुबा
ओ तेरे दिल ने मेरे दिल से …
tere dil ne mere dil se kyā kahā batā
dīvānā sā hone lagā hūṇ maiṅ saṅbhālo mujhe tum zarā
khyāloṅ meṅ khone lagā hūṇ maiṅ saṅbhālo mujhe tum zarā
tere dil ne mere dil se kyā kahā batā
dīvānī sī hone lagī hūṇ maiṅ saṅbhālo mujhe tum zarā
khyāloṅ meṅ khone lagī hūṇ maiṅ saṅbhālo mujhe tum zarā
kaisā mohabbat kā jādū hai
mujhe nahīṅ khabar
khud pe nahīṅ merā kābū hai
ajī hai kyā asar
dard jāe merā sanam kījie vo duā
chain āe zarā mujhe dījie vo davā
tere dil ne mere dil se …
hoṅṭhoṅ se śhabnam churāne do
nahīṅ abhī nahīṅ
āgośh meṅ mujhko āne do
khatā na ho kahīṅ
ab ijāzat to dījie mujhko jān-e-vafā
yūṅ śharārat na kījie chhoṛie dilrubā
o tere dil ne mere dil se …