Tere dil men meree tasveer ve

तेरे दिल में मेरी तस्वीर वे
Year
Language

तेरे दिल में मेरी तस्वीर वे
तेरा प्यार मेरी जागीर वे
हो इक साँस में मैं खुद रांझा
इस साँस में मैं खुद हीर वे
ओ तेरा प्यार मेरी जागीर वे

tere dil meṅ merī tasvīr ve
terā pyār merī jāgīr ve
ho ik sāṇs meṅ maiṅ khud rāṅjhā
is sāṇs meṅ maiṅ khud hīr ve
o terā pyār merī jāgīr ve