तेरे दिल की पटरी पे दौड़ेगी मेरे दिल की रैल्
तेरे दिल की पटरी पे दौड़ेगी मेरे दिल की rail
आशिक़ इंजन माशूक़ डिब्बा दौड़ा जाए दिल का मेल
प्यार की झंडी हिल जाए यार का signal मिल जाए
इंजन मेरा सीटी मारे थोड़ा सा धड़के
तेरे दिल की पटरी पे …
दिल को रोको न दिल को टोको न ये घड़ी है मुलाकात की
दिल दिया तुझको चुन लिया तुझको फिर सनम देर किस बात की
प्यार की गड्डी चलने दे इस दुनिया को जलने दे
हर मौसम में दौड़ा जाए ये तूफ़ानी मेल
तेरे दिल की पटरी पे दौड़ेगी …
तेरी बाहों में दिल की राहों में ज़िंदगी है सुहाना सफ़र
तेरे प्यार की इस खुमारी में न रही मुझको अपनी खबर
तू ही मेरी मंज़िल है तू ही मेरा साहिल है
चाहत का इंजन होता है कभी नहीं फ़ेल
तेरे दिल की पटरी पे दौड़ेगी …
tere dil kī paṭrī pe dauṛegī mere dil kī rail
āśhiq iṅjan māśhūq ḍibbā dauṛā jāe dil kā mel
pyār kī jhaṅḍī hil jāe yār kā signal mil jāe
iṅjan merā sīṭī māre thoṛā sā dhaṛke
tere dil kī paṭrī pe …
dil ko roko na dil ko ṭoko na ye ghaṛī hai mulākāt kī
dil diyā tujhko chun liyā tujhko phir sanam der kis bāt kī
pyār kī gaḍḍī chalne de is duniyā ko jalne de
har mausam meṅ dauṛā jāe ye tūfānī mel
tere dil kī paṭrī pe dauṛegī …
terī bāhoṅ meṅ dil kī rāhoṅ meṅ ziṅdgī hai suhānā safar
tere pyār kī is khumārī meṅ na rahī mujhko apnī khabar
tū hī merī maṅzil hai tū hī merā sāhil hai
chāhat kā iṅjan hotā hai kabhī nahīṅ fel
tere dil kī paṭrī pe dauṛegī …