Tere dar pe aayaa hoon kuchh kar ke jaaoongaa

तेरे दर पे आया हूँ कुछ कर के जाऊँगा
Year
Language

तेरे दर पे आया हूँ कुछ कर के जाऊँगा
झोली भर के जाऊँगा या मर के जाऊँगा
मैं तेरे दर पे आया हूँ …

तू सब कुछ जाने है हर ग़म पहचाने है
जो दिल की उलझन है सब तुझ पे रौशन है
घायल परवाना हूँ वहशी दीवाना हूँ
तेरी शोहरत सुन सुन के उम्मीदें लाया हूँ
तेरे दर पे
मैं तेरे दर पे आया हूँ …

दिल ग़म से हैराँ है मेरी दुनिया वीराँ है
नज़रों की प्यास बुझा मेरा बिछड़ा यार मिला
अब या ग़म छूटेगा वरना दम टूटेगा
अब जीना मुशकिल है फ़रियादें लाया हूँ
तेरे दर पे
मैं तेरे दर पे आया हूँ …

tere dar pe āyā hūṇ kuchh kar ke jāūṇgā
jholī bhar ke jāūṇgā yā mar ke jāūṇgā
maiṅ tere dar pe āyā hūṇ …

tū sab kuchh jāne hai har ġham pahchāne hai
jo dil kī uljhan hai sab tujh pe rauśhan hai
ghāyal parvānā hūṇ vahśhī dīvānā hūṇ
terī śhohrat sun sun ke ummīdeṅ lāyā hūṇ
tere dar pe
maiṅ tere dar pe āyā hūṇ …

dil ġham se hairāṇ hai merī duniyā vīrāṇ hai
nazroṅ kī pyās bujhā merā bichhaṛā yār milā
ab yā ġham chhūṭegā varnā dam ṭūṭegā
ab jīnā muśhkil hai fariyādeṅ lāyā hūṇ
tere dar pe
maiṅ tere dar pe āyā hūṇ …