तेरे चेहरे से हटे आँख तो दुनिया देखूँ
तेरे चेहरे से हटे आँख तो दुनिया देखूँ
सामने तू है तुझे देख के अब क्या देखूँ
रात ज़ुल्फ़ों में तेरी दिन तेरे रुख़सारों में
एक ही वक़्त ये दिन-रात का जलवा देखूँ
तेरे चेहरे से हटे …
तेरे जलवों की बहार भी तमाशाई बनी
मैं भी दिल थाम के कब तक ये तमाशा देखूँ
तेरे चेहरे से हटे …
देखता हूँ कि नज़ारे भी तुझे देखते हैं
तू ही बतला दे कि मैं किसका नज़ारा देखूँ
तेरे चेहरे से हटे …
tere chehre se haṭe āṇkh to duniyā dekhūṇ
sāmne tū hai tujhe dekh ke ab kyā dekhūṇ
rāt zulfoṅ meṅ terī din tere rukhsāroṅ meṅ
ek hī vaqt ye din-rāt kā jalvā dekhūṇ
tere chehre se haṭe …
tere jalvoṅ kī bahār bhī tamāśhāī banī
maiṅ bhī dil thām ke kab tak ye tamāśhā dekhūṇ
tere chehre se haṭe …
dekhtā hūṇ ki nazāre bhī tujhe dekhte haiṅ
tū hī batlā de ki maiṅ kiskā nazārā dekhūṇ
tere chehre se haṭe …