तेरे चेहरे में वो जादू है, बिन डोर खिंचा जाता हूँ
तेरे चेहरे में वो जादू है, बिन डोर खिंचा जाता हूँ
जाना होता है और कहीं, तेरी ओर चला आता हूँ
तेरी हीरे जैसी आँखें, आँखों में हैं लाखों बातें
बातों में रस की बरसातें, मुझ में प्यार की प्यास जगाए
तू जो एक नज़र डालें, जी उठे मरनेवाले
लब तेरे अमृत के प्याले, दिल में जीने की आस बढ़ाए
चल पड़ते हैं तेरे साथ कदम मैं रोक नहीं पाता हूँ
जब से तुझ को देखा है, देख के खुदा को माना है
मान के दिल ये कहता है, मेरी खुशियों का तू है खजाना
दे दे प्यार की मंज़ूरी, कर दे कमी मेरी पूरी
तुझसे थोड़ी भी दूरी, मुझको करती है दीवाना
पाना तुझको मुश्किल ही सही, पाने को मचल जाता हूँ
tere chehre meṅ vo jādū hai, bin ḍor khiṅchā jātā hūṇ
jānā hotā hai aur kahīṅ, terī or chalā ātā hūṇ
terī hīre jaisī āṇkheṅ, āṇkhoṅ meṅ haiṅ lākhoṅ bāteṅ
bātoṅ meṅ ras kī barsāteṅ, mujh meṅ pyār kī pyās jagāe
tū jo ek nazar ḍāleṅ, jī uṭhe marnevāle
lab tere amṛt ke pyāle, dil meṅ jīne kī ās baṛhāe
chal paṛte haiṅ tere sāth kadam maiṅ rok nahīṅ pātā hūṇ
jab se tujh ko dekhā hai, dekh ke khudā ko mānā hai
mān ke dil ye kahtā hai, merī khuśhiyoṅ kā tū hai khajānā
de de pyār kī maṅzūrī, kar de kamī merī pūrī
tujhse thoṛī bhī dūrī, mujhko kartī hai dīvānā
pānā tujhko muśhkil hī sahī, pāne ko machal jātā hūṇ