तेरे बिना मैं कुछ भी नहीं
Chorus:
तेरे बिना मैं कुछ भी नहीं हूँ
मेरे बिना तू कुछ भी नहीं
Kishore:
(हो तेरे बिना मैं कुछ भी नहीं हूँ
मेरे बिना तू कुछ भी नहीं) -2
चलते चलते मिल जाये धारा से जो धारा
मिलते मिलते वैसे ही मिल जाये दिल से दिल यारा
तेरे बिना …
Kishore:
दिल से बदला अपने दिल में प्यार बसा -2
हो जा किसीका तू या फिर अपना कोई बना
उसका जीना भी क्या है जीवन से जो हारा -2
तेरे बिना …
Asha:
दुनिया ये दुनिया अपनी नहीं है
हम तो चले हैं और कहीं
Asha:
होगी बड़ी हसीं दुनिया अपने लिये नहीं -2
हो, दिया जो दुनिया ने वो हम छोड़के आये कहीं
अपना हाल तो ऐसा है बदली में हो तारा -2
दुनिया ये दुनिया अपनी नहीं है
हम तो चले हैं और कहीं
Chorus:
तेरे बिना …
Chorus:
tere binā maiṅ kuchh bhī nahīṅ hūṇ
mere binā tū kuchh bhī nahīṅ
Kishore:
(ho tere binā maiṅ kuchh bhī nahīṅ hūṇ
mere binā tū kuchh bhī nahīṅ) -2
chalte chalte mil jāye dhārā se jo dhārā
milte milte vaise hī mil jāye dil se dil yārā
tere binā …
Kishore:
dil se badlā apne dil meṅ pyār basā -2
ho jā kisīkā tū yā phir apnā koī banā
uskā jīnā bhī kyā hai jīvan se jo hārā -2
tere binā …
Asha:
duniyā ye duniyā apnī nahīṅ hai
ham to chale haiṅ aur kahīṅ
Asha:
hogī baṛī hasīṅ duniyā apne liye nahīṅ -2
ho, diyā jo duniyā ne vo ham chhoṛke āye kahīṅ
apnā hāl to aisā hai badlī meṅ ho tārā -2
duniyā ye duniyā apnī nahīṅ hai
ham to chale haiṅ aur kahīṅ
Chorus:
tere binā …