तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं ... तेरे सारे आँसू मेरे
सानु: (तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं)-4
तेरे सारे आँसू मेरे मेरी सारी ख़ुशियाँ तेरी
उदित: (तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं)-2
तेरे सारे आँसू मेरे मेरी सारी ख़ुशियाँ तेरी
सानु: तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं
उदित: तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं
सानु: (तू आसमाँ मैं ज़मीं
तू जहाँ मैं भी वहीं
मेरी दुनिया बस तू ही तू
तू नहीं तो मैं भी नहीं)-2
(मैं चारों धाम क्यों जाऊँ मेरे तीरथ हैं बस यहीं)-2
उदित: तेरे सारे आँसू मेरे मेरी सारी ख़ुशियाँ तेरी
सानु: (तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं)-2
उदित: (तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं)-2
उदित: (दो शहज़ादे रात अकेली
रह ना जाए बात अधूरी)-2
अनु: मेरे भाई तू मुझसे कुछ कहना चाहता है
कह दे ना
ये अधूरी बात मुझे समझ में नहीं आती
कोई तो बड़ी बात है भाई
अपने छोटे भाई से क्यों छुपाता है
उदित: (मैं दिल हूँ धड़कन तू है
कैसे भूलूँ बचपन तू है)-2
ये दुनिया है ज़ालिम बड़ी
बड़ा भोला तू मासूम है
(एक बाज़ू से होगा उठाना मेरे भाई तुझे ये ज़मीं)-2
सानु: तेरे सारे आँसू मेरे मेरी सारी ख़ुशियाँ तेरी
(उदित: तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं
सानु: तेरे बिन मैं कुछ भी नहीं)-2
सानु: तेरे सारे आँसू मेरे
उदित: मेरी सारी ख़ुशियाँ तेरी
sānu: (tere bin maiṅ kuchh bhī nahīṅ)-4
tere sāre āṇsū mere merī sārī khuśhiyāṇ terī
udit: (tere bin maiṅ kuchh bhī nahīṅ)-2
tere sāre āṇsū mere merī sārī khuśhiyāṇ terī
sānu: tere bin maiṅ kuchh bhī nahīṅ
udit: tere bin maiṅ kuchh bhī nahīṅ
sānu: (tū āsmāṇ maiṅ zamīṅ
tū jahāṇ maiṅ bhī vahīṅ
merī duniyā bas tū hī tū
tū nahīṅ to maiṅ bhī nahīṅ)-2
(maiṅ chāroṅ dhām kyoṅ jāūṇ mere tīrath haiṅ bas yahīṅ)-2
udit: tere sāre āṇsū mere merī sārī khuśhiyāṇ terī
sānu: (tere bin maiṅ kuchh bhī nahīṅ)-2
udit: (tere bin maiṅ kuchh bhī nahīṅ)-2
udit: (do śhahazāde rāt akelī
rah nā jāe bāt adhūrī)-2
anu: mere bhāī tū mujhse kuchh kahnā chāhtā hai
kah de nā
ye adhūrī bāt mujhe samajh meṅ nahīṅ ātī
koī to baṛī bāt hai bhāī
apne chhoṭe bhāī se kyoṅ chhupātā hai
udit: (maiṅ dil hūṇ dhaṛkan tū hai
kaise bhūlūṇ bachapan tū hai)-2
ye duniyā hai zālim baṛī
baṛā bholā tū māsūm hai
(ek bāzū se hogā uṭhānā mere bhāī tujhe ye zamīṅ)-2
sānu: tere sāre āṇsū mere merī sārī khuśhiyāṇ terī
(udit: tere bin maiṅ kuchh bhī nahīṅ
sānu: tere bin maiṅ kuchh bhī nahīṅ)-2
sānu: tere sāre āṇsū mere
udit: merī sārī khuśhiyāṇ terī