तेरे बिन कोई भी पल मुझे भाता नहीं सनम्
तेरे बिन कोई भी पल मुझे भाता नहीं सनम
मुझे तुमसे कितना प्यार है तेरे प्यार की कसम
तेरे बिन कोई भी …
किस बात से डरता हूँ मैं मुझको नहीं खबर
बस डोलता है दिल मेरा तो इधर कभी उधर
दिल में जगह बना गया इक मीठा मीठा ग़म
तेरे बिन कोई भी …
अपना तुम्हें न कह सका क्या है मेरा नसीब
मैने फ़ासले बढ़ा लिए रहकर तेरे करीब
मुझे माफ़ करना यार तू इतना सा कर करम
तेरे बिन कोई भी …
tere bin koī bhī pal mujhe bhātā nahīṅ sanam
mujhe tumse kitnā pyār hai tere pyār kī kasam
tere bin koī bhī …
kis bāt se ḍartā hūṇ maiṅ mujhko nahīṅ khabar
bas ḍoltā hai dil merā to idhar kabhī udhar
dil meṅ jagah banā gayā ik mīṭhā mīṭhā ġham
tere bin koī bhī …
apnā tumheṅ na kah sakā kyā hai merā nasīb
maine fāsle baṛhā lie rahkar tere karīb
mujhe māf karnā yār tū itnā sā kar karam
tere bin koī bhī …