Tere baghair jaan-e-jaanaa sochtaa hoon yahee main deevaanaa

तेरे बग़ैर जान-ए-जाना सोचता हूँ यही मैं दीवाना
Work
Year
Language

तेरे बग़ैर जान-ए-जाना
सोचता हूँ यही मैं दीवाना, हाय

ये पलकें जिन में हैं मेरे सपने
ये लब जो लगते हैं मेरे अपने
इनको मैं गँवा दूँगा
तो रहूँगा कैसे कैसे कैसे
तेरे बग़ैर जान-ए-जाना

फिरूँगा हो हो के मैं परेशाँ
छुपाये आँखों में लाख तूफ़ाँ
ग़म के इन तूफ़ानों को
हो मैं पियूँगा कैसे कैसे कैसे

tere baġhair jān-e-jānā
sochtā hūṇ yahī maiṅ dīvānā, hāy

ye palkeṅ jin meṅ haiṅ mere sapne
ye lab jo lagte haiṅ mere apne
inko maiṅ gṇvā dūṇgā
to rahūṇgā kaise kaise kaise
tere baġhair jān-e-jānā

phirūṇgā ho ho ke maiṅ pareśhāṇ
chhupāye āṇkhoṅ meṅ lākh tūfāṇ
ġham ke in tūfānoṅ ko
ho maiṅ piyūṇgā kaise kaise kaise