तेरे बदन में धड़कने लगा हूँ दिल की तरह्
तेरे बदन में धड़कने लगा हूँ दिल की तरह
ये और बात है के तुझे अब भी सुनाई न दे
तेरे बदन में धड़कने लगी हूँ दिल की तरह
ये और बात है …
तेरा चेहरा इन आँखों के पास रहता है
जब तू जाए दूर तेरा अहसास रहता है
तेरे सिवा अब मुझे मेरे सनम कुछ भी दिखाई न दे
तेरे बदन में …
ना जाने क्यूं तुझपे इतना प्यार आता है
तेरी बाहों में आके हर दर्द जाता है
दे दे मुझे कोई सज़ा रब्बा मेरे हमको जुदाई न दे
तेरे बदन में …
tere badan meṅ dhaṛakne lagā hūṇ dil kī tarah
ye aur bāt hai ke tujhe ab bhī sunāī na de
tere badan meṅ dhaṛakne lagī hūṇ dil kī tarah
ye aur bāt hai …
terā chehrā in āṇkhoṅ ke pās rahtā hai
jab tū jāe dūr terā ahsās rahtā hai
tere sivā ab mujhe mere sanam kuchh bhī dikhāī na de
tere badan meṅ …
nā jāne kyūṅ tujhpe itnā pyār ātā hai
terī bāhoṅ meṅ āke har dard jātā hai
de de mujhe koī sazā rabbā mere hamko judāī na de
tere badan meṅ …