तेरा नाम सबके लब पे हो सुबह हो शाम हो
तेरा नाम सबके लब पे हो सुबह हो शाम हो शाम हो
हर बुराई से बचें बस नेक काम हो
हम गुनाह के घने अंधेरे से डरें
हम तो सच्चे मन से यही कामना करें
अब न कोई दिल में इन्तक़ाम हो
तेरा नाम सबके लब पे …
ज़िंदगी खुशहाल हो हर आदमी सुखी
रोशनी हो प्यार की ना हो कोई दुखी
न कोई दुखी
इस ज़मीं पर ऐसा तेरा इन्तज़ाम हो
तेरा नाम सबके लब पे …
terā nām sabke lab pe ho subah ho śhām ho śhām ho
har burāī se bacheṅ bas nek kām ho
ham gunāh ke ghane aṅdhere se ḍareṅ
ham to sachche man se yahī kāmnā kareṅ
ab na koī dil meṅ intaqām ho
terā nām sabke lab pe …
ziṅdgī khuśhhāl ho har ādmī sukhī
rośhnī ho pyār kī nā ho koī dukhī
na koī dukhī
is zamīṅ par aisā terā intazām ho
terā nām sabke lab pe …