तेरा नाम मेरा नाम तेरा दिन मेरी शाम्
तेरा नाम मेरा नाम तेरा दिन मेरी शाम
इक हो गए जब दोनों ओ
तेरा घर मेरा घर तेरा दिल मेरा दिल
मिल गए जब ये दोनों ओ
भूल के सारी दुनिया को
हम तो चले अपनी मंज़िल को
तेरा नाम मेरा नाम …
चुप चुप रहना मुश्किल कहना जवां दिलों ने कब है माना
ओ प्यार में वो ताक़त है झुक जाता है सारा ज़माना
तोड़ किनारे दरिया बहना यही मुहब्बत में है जाना
तेरा नाम मेरा नाम …
हाथ पकड़ और वादा कर सारी उमर तुम मेरी रहोगी
ओ ले ले क़सम जन्मों जनम मैं तेरी हूँ तेरी रहूँगी
प्यार करेंगे जी जान से लिख देंगे हम आसमान पे
तेरा नाम मेरा नाम …
terā nām merā nām terā din merī śhām
ik ho gae jab donoṅ o
terā ghar merā ghar terā dil merā dil
mil gae jab ye donoṅ o
bhūl ke sārī duniyā ko
ham to chale apnī maṅzil ko
terā nām merā nām …
chup chup rahnā muśhkil kahnā javāṅ diloṅ ne kab hai mānā
o pyār meṅ vo tāqat hai jhuk jātā hai sārā zamānā
toṛ kināre dariyā bahnā yahī muhabbat meṅ hai jānā
terā nām merā nām …
hāth pakaṛ aur vādā kar sārī umar tum merī rahogī
o le le qasam janmoṅ janam maiṅ terī hūṇ terī rahūṇgī
pyār kareṅge jī jān se likh deṅge ham āsmān pe
terā nām merā nām …