Teraa meraa pyaar koee aaj kal kee to baat naheen

तेरा मेरा प्यार कोई आज कल की तो बात नहीं
Work
Year
Language

मु: तेरा मेरा प्यार कोई आज कल की तो बात नहीं
तेरा मेरा साथ कोई चार दिन का तो साथ नहीं
हमेशा से है और हमेशा रहेगा -2

सुन ऐ हसीना हाथों से मेरे दामन को छुड़ाना अच्छा नहीं है
नाज़ुक लबों को दाँतों के नीचे ऐसे दबाना अच्छा नहीं है
तेरा मेरा प्यार कोई …

आख़िर पसीना माथे पे क्‌यों है क्‌यों काँपते हैं पलक़ों के साए
चंचल जवानी ख़ामोश क्‌यों है क्‌या सोचती है गरदन झुकाए
तेरा मेरा प्यार कोई …

दो: हमेशा से है और हमेशा रहेगा
तेरा मेरा प्यार कोई …

mu: terā merā pyār koī āj kal kī to bāt nahīṅ
terā merā sāth koī chār din kā to sāth nahīṅ
hameśhā se hai aur hameśhā rahegā -2

sun ai hasīnā hāthoṅ se mere dāman ko chhuṛānā achchhā nahīṅ hai
nāzuk laboṅ ko dāṇtoṅ ke nīche aise dabānā achchhā nahīṅ hai
terā merā pyār koī …

ākhir pasīnā māthe pe k‌yoṅ hai k‌yoṅ kāṇpte haiṅ palaqoṅ ke sāe
chaṅchal javānī khāmośh k‌yoṅ hai k‌yā sochtī hai gardan jhukāe
terā merā pyār koī …

do: hameśhā se hai aur hameśhā rahegā
terā merā pyār koī …