Teraa khayaal dil se bhulaayaa na jaayegaa

तेरा ख़याल दिल से भुलाया न जायेगा
Work
Year
Language

( तेरा ख़याल दिल से भुलाया न जायेगा
उल्फ़त की ज़िंदगी को मिटाया न जायेगा ) -2

( मजबूरियों ने छिन ली मुझसे अगर ज़बाँ
मुझसे अगर ज़बाँ ) -2
आँसू कहेंगे
( आँसू कहेंगे दिल के उजड़ने की दास्ताँ
उजड़ने की दास्ताँ ) -2
आँखों से हाल दिल का छुपाया न जायेगा

उल्फ़त की ज़िंदगी को मिटाया न जायेगा
तेरा ख़याल दिल से भुलाया न जायेगा
उल्फ़त की ज़िंदगी को मिटाया न जायेगा

( लूटो न दुनिया वालो मेरे दिल की तुम ख़ुशी
मेरे दिल की तुम ख़ुशी ) -2
अच्छी नहीं है हाय
( अच्छी नहीं है हाय ग़रीबों से दिल्लगी
ग़रीबों से दिल्लगी ) -2
ये घर उजड़ गया तो बसाया न जायेगा

उल्फ़त की ज़िंदगी को मिटाया न जायेगा
तेरा ख़याल दिल से भुलाया न जायेगा
उल्फ़त की ज़िंदगी को मिटाया न जायेगा

( terā khayāl dil se bhulāyā na jāyegā
ulfat kī ziṅdgī ko miṭāyā na jāyegā ) -2

( majbūriyoṅ ne chhin lī mujhse agar zabāṇ
mujhse agar zabāṇ ) -2
āṇsū kaheṅge
( āṇsū kaheṅge dil ke ujaṛne kī dāstāṇ
ujaṛne kī dāstāṇ ) -2
āṇkhoṅ se hāl dil kā chhupāyā na jāyegā

ulfat kī ziṅdgī ko miṭāyā na jāyegā
terā khayāl dil se bhulāyā na jāyegā
ulfat kī ziṅdgī ko miṭāyā na jāyegā

( lūṭo na duniyā vālo mere dil kī tum khuśhī
mere dil kī tum khuśhī ) -2
achchhī nahīṅ hai hāy
( achchhī nahīṅ hai hāy ġharīboṅ se dillgī
ġharīboṅ se dillgī ) -2
ye ghar ujaṛ gayā to basāyā na jāyegā

ulfat kī ziṅdgī ko miṭāyā na jāyegā
terā khayāl dil se bhulāyā na jāyegā
ulfat kī ziṅdgī ko miṭāyā na jāyegā