तेरा जोगी आया तू डाल दे भिक्षा प्यार की
तेरा जोगी आया -2
तू डाल दे भिक्षा प्यार की और ले-ले दुआ दिलदार की
तेरा जोगी आया …
मैं जानूँ तू जाने या रब जाने -2
हीर बने तू राँझा बन के तेरी गली मैं आऊँ
नाम अगर हो तेरा लैला मैं मजनूं कहलाऊँ
तेरे प्यार में पत्थर खाऊँ और मर के अमर हो जाऊँ
तेरा जोगी आया …
प्यार के राही जनम-जनम में रूप बदल के आए
फिर भी आँखें ना पहचानें ये तो समझ ना पाए
मेरे दिल के अरमाँ गाएं और तुझको याद दिलाएं
तेरा जोगी आया …
terā jogī āyā -2
tū ḍāl de bhikṣhā pyār kī aur le-le duā dildār kī
terā jogī āyā …
maiṅ jānūṇ tū jāne yā rab jāne -2
hīr bane tū rāṇjhā ban ke terī galī maiṅ āūṇ
nām agar ho terā lailā maiṅ majnūṅ kahlāūṇ
tere pyār meṅ patthar khāūṇ aur mar ke amar ho jāūṇ
terā jogī āyā …
pyār ke rāhī janam-janam meṅ rūp badal ke āe
phir bhī āṇkheṅ nā pahchāneṅ ye to samajh nā pāe
mere dil ke armāṇ gāeṅ aur tujhko yād dilāeṅ
terā jogī āyā …