तेरा दिल धड़के मेरे सीने में ... तब आए मज़ा कुछ जीने में
तेरा दिल धड़के मेरे सीने में मेरा दिल धड़के तेरे सीने में
तब आए मज़ा हाय हाय रे मज़ा तब आए मज़ा कुछ जीने में
तेरा दिल धड़के …
जोबन ने ली अंगड़ाई जाग उठे अरमान
नींद गई फिर मन गया अब जाती है जान
दो दिन में जो ये हाल हुआ क्या होगा साल महीने में
तेरा दिल धड़के …
पहले मेरे होंठों पर आया तेरा नाम
यार तुझे फिर करने लगा ये दिल सुबह-ओ-शाम
अब बहने लगा है प्यार तेरा मेरे खून पसीने में
तेरा दिल धड़के …
किसी किसी को कभी कभी डसता है ये नाग
हर मौसम में लगती नहीं दिल में प्यार की आग
ये आग दिलों में लगती है सावन के इसी महीने में
तेरा दिल धड़के …
terā dil dhaṛke mere sīne meṅ merā dil dhaṛke tere sīne meṅ
tab āe mazā hāy hāy re mazā tab āe mazā kuchh jīne meṅ
terā dil dhaṛke …
joban ne lī aṅgaṛāī jāg uṭhe armān
nīṅd gaī phir man gayā ab jātī hai jān
do din meṅ jo ye hāl huā kyā hogā sāl mahīne meṅ
terā dil dhaṛke …
pahle mere hoṅṭhoṅ par āyā terā nām
yār tujhe phir karne lagā ye dil subah-o-śhām
ab bahne lagā hai pyār terā mere khūn pasīne meṅ
terā dil dhaṛke …
kisī kisī ko kabhī kabhī ḍastā hai ye nāg
har mausam meṅ lagtī nahīṅ dil meṅ pyār kī āg
ye āg diloṅ meṅ lagtī hai sāvan ke isī mahīne meṅ
terā dil dhaṛke …