तेरा बीमार मेरा दिल मेरा जीना हुआ मुश्किल करूं क्या हाय्
तेरा बीमार मेरा दिल मेरा जीना हुआ मुश्किल
करूं क्या हाय
तेरा बीमार मेरा दिल …
मुहब्बत में नाम कर जा मेरा नाम ले ले के मर जा
यही बस दवा तेरी
मेरे दीवाने
तेरा बीमार मेरा दिल …
तू ले ले जान भी मेरी जो तेरे काम आ जाए
तू रख दे हाथ बस दिल पर मुझे आराम आ जाए
मैं तुझ से प्यार करती हूँ मगर दुनिया से डरती हूँ
करूं क्या हाय
मुहब्बत में नाम कर जा मेरा नाम ले ले के मर जा
यही बस दवा तेरी
मेरी दीवानी
तेरा बीमार मेरा दिल …
सुबह से शाम तक मेरा ये दिल तेरा ही नाम लेता है
है यह क्या बात मुझमें कि तू मुझपे जान देता है
तू कितनी खूबसूरत है मुझे तेरी ज़रूरत है
करूं क्या हाय
मुहब्बत में नाम कर जा …
बदन के राह एक शोला मुझे जिसने जला डाला
मेरी मानो रे दीवाने मुझे पागल बना डाला
इसे इनकार मैं समझूं इसे इक़रार मैं समझूं
करूं क्या हाय
मुहब्बत में नाम कर जा …
terā bīmār merā dil merā jīnā huā muśhkil
karūṅ kyā hāy
terā bīmār merā dil …
muhabbat meṅ nām kar jā merā nām le le ke mar jā
yahī bas davā terī
mere dīvāne
terā bīmār merā dil …
tū le le jān bhī merī jo tere kām ā jāe
tū rakh de hāth bas dil par mujhe ārām ā jāe
maiṅ tujh se pyār kartī hūṇ magar duniyā se ḍartī hūṇ
karūṅ kyā hāy
muhabbat meṅ nām kar jā merā nām le le ke mar jā
yahī bas davā terī
merī dīvānī
terā bīmār merā dil …
subah se śhām tak merā ye dil terā hī nām letā hai
hai yah kyā bāt mujhmeṅ ki tū mujhpe jān detā hai
tū kitnī khūbsūrat hai mujhe terī zarūrat hai
karūṅ kyā hāy
muhabbat meṅ nām kar jā …
badan ke rāh ek śholā mujhe jisne jalā ḍālā
merī māno re dīvāne mujhe pāgal banā ḍālā
ise inkār maiṅ samjhūṅ ise iqrār maiṅ samjhūṅ
karūṅ kyā hāy
muhabbat meṅ nām kar jā …