rafī: o hasīnā zulfoṅ vālī jānejhāṇ
ḍhūṇḍhtī haiṅ kāfir āṇkheṅ kiskā niśhāṅ
o hasīnā zulfoṅ vālī jānejhāṇ
ḍhūṇḍhtī haiṅ kāfir āṇkheṅ kiskā niśhāṅ
mahafil mahafil ai śhamā phirtī ho kahāṇ - 2
āśhā: vo anjānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
vo dīvānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
jalākar jo chhip gayā hai
vo parvānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
āśhā: garm hai, sez hai, ye nigāheṅ merī
rafī: kām ā, jāyegī sard, āheṅ merī
āśhā: tum kisī, rāh meṅ, to miloge kahīṅ
rafī: are! iśhq hūṇ, maiṅ kahīṅ ṭhahartā hī nahīṅ
āśhā: maiṅ bhī hūṇ galiyoṅ kī parchhāī
kabhī yahāṇ kabhī vahāṇ
śhām hī se kuchh ho jātā hai
merā bhī jādū javāṅ
rafī: o hasīnā zulfoṅ vālī jānejhāṇ
ḍhūṇḍhtī haiṅ kāfir āṇkheṅ kiskā niśhāṅ
mahafil mahafil ai śhamā phirtī ho kahāṇ - 2
āśhā: vo anjānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
vo dīvānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
jalākar jo chhip gayā hai
vo parvānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
āśhā: chhip rahe, hai ye, kyā ḍhaṅg hai āpkā?
rafī: āj to, kuchh nayā, raṅg hai āpkā
āśhā: hai! āj kī, rāt maiṅ, kyā se kyā ho gayī
rafī: ah! āpkī sādgī, to bhalā ho gayī
āśhā: maiṅ hī hūṇ galiyoṅ kī parchhāī
kabhī yahāṇ kabhī vahāṇ
śhām hī se kuchh ho jātā hai
merā bhī jādū javāṅ
rafī: o hasīnā zulfoṅ vālī jānejhāṇ
ḍhūṇḍhtī haiṅ kāfir āṇkheṅ kiskā niśhāṅ
mahafil mahafil ai śhamā phirtī ho kahāṇ - 2
āśhā: vo anjānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
vo dīvānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
jalākar jo chhip gayā hai
vo parvānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
āśhā: ṭhahriye, to sahī, kahiye kyā nām hai
rafī: merī badnāmiyoṅ kā vafā nām hai
āśhā: oho! qatl kar ke chale ye vafā, khūb hai
rafī: hai! nādāṅ terī, ye adā, khūb hai
āśhā: maiṅ bhī hūṇ galiyoṅ kī parchhāī
kabhī yahāṇ kabhī vahāṇ
śhām hī se kuchh ho jātā hai
merā bhī jādū javāṅ
rafī: o hasīnā zulfoṅ vālī jānejhāṇ
ḍhūṇḍhtī haiṅ kāfir āṇkheṅ kiskā niśhāṅ
mahafil mahafil ai śhamā phirtī ho kahāṇ - 2
āśhā: vo anjānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
vo dīvānā ḍhūṇḍhtī hūṇ
jalākar jo chhip gayā hai
vo parvānā ḍhūṇḍhtī hūṇ!!!