pān khāye saiṅyāṇ hamāro
sāṇvlī sūrtiyā hoṅṭh lāl-lāl
hāy-hāy malmal kā kurtā
malmal ke kurte pe chhīṅṭ lāl-lāl
pān khāye saiṅyāṇ hamāro
( hamne mṇgāī surmedānī
le āyā zālim banāras kā zardā ) -2
ā
apnī hī duniyā meṅ khoyā rahe vo
hamre dil kī na pūchhe bedardā
pūchhe bedardā
pān khāye saiṅyāṇ hamāro
hoy-hoy
sāṇvlī sūrtiyā hoṅṭh lāl-lāl
hāy-hāy malmal kā kurtā
laugh
malmal ke kurte pe chhīṅṭ lāl-lāl
pān khāye saiṅyāṇ hamāro
( bagiyā gun-gun pāyal chhun-chhun
chupke se āī hai rut matvālī ) -2
ā
khil gaīṅ kaliyāṇ duniyā jāne
lekin na jāne bagiyā kā mālī
bagiyā kā mālī
pān khāye saiṅyāṇ hamāro
hoy-hoy
sāṇvlī sūrtiyā hoṅṭh lāl-lāl
hāy-hāy malmal kā kurtā
malmal ke kurte pe chhīṅṭ lāl-lāl
pān khāye saiṅyāṇ hamāro
( khā ke gilorī śhām se ūṇghe
so jāye vo dīyā-bātī se pahle ) -2
hā
āṇgan-aṭārī meṅ ghabrāī ḍolūṇ
chorī ke ḍar se dil morā dahle
dil morā dahle
pān khāye saiṅyāṇ hamāro
sāṇvlī sūrtiyā hoṅṭh lāl-lāl
hāy-hāy malmal kā kurtā
laugh
malmal ke kurte pe chhīṅṭ lāl-lāl
pān khāye saiṅyāṇ hamāro