तीना कि मीना ... रामू के श्यामू जो भी नाम है
Hey Teena! you fool. Hi Meena! my foot.
मुझे देगी तू गाली सुन नखरे वाली
मैं ये नखरा तुझे भुला दूंगा
टीना कि मीना जो भी नाम है हसीना तेरा
तुझको मैं सबक सिखा दूंगा ऐसा हाल बना दूंगा
रामू के श्यामू जो भी नाम है बाबू तेरा
तुझको मैं सबक सिखा दूंगी
फिर न किसी से छेड़ करेगा तू तौबा तुझसे करा दूंगी
रामू के श्यामू …
अहा टीना कि मीना जो भी नाम है हसीना
हे नाच के ज़रा दिखा तो तेरी भूल को मैं माफ़ करूं
सामने बैठ ज़रा मेरे मैं तेरा इन्साफ़ करूं
जा रे जा ओ दीवाने अभी जा के मैं थाने
तेरे नाम की रपट लिखवा दूंगी
रामू के श्यामू …
मैं तुझसे कमज़ोर नहीं जो बाहों में भर लेगा
अच्छा कर क्या करता है तू मेरा क्या कर लेगा
फ़रियाद करेगी मुझे याद करेगी मैं ऐसी तुझे सज़ा दूंगा
टीना कि मीना …
हो मेरा जी ना लगा कहीं मैने देखा जग सारा
ना जाने क्यूं ठहर गया यहां मैं पंछी आवारा
आया हाथ तू मेरे पर काट के तेरे पिंजरे में तुझे बिठा दूंगी
रामू के श्यामू …
Hey Teena! you fool. Hi Meena! my foot.
mujhe degī tū gālī sun nakhre vālī
maiṅ ye nakhrā tujhe bhulā dūṅgā
ṭīnā ki mīnā jo bhī nām hai hasīnā terā
tujhko maiṅ sabak sikhā dūṅgā aisā hāl banā dūṅgā
rāmū ke śhyāmū jo bhī nām hai bābū terā
tujhko maiṅ sabak sikhā dūṅgī
phir na kisī se chheṛ karegā tū taubā tujhse karā dūṅgī
rāmū ke śhyāmū …
ahā ṭīnā ki mīnā jo bhī nām hai hasīnā
he nāch ke zarā dikhā to terī bhūl ko maiṅ māf karūṅ
sāmne baiṭh zarā mere maiṅ terā insāf karūṅ
jā re jā o dīvāne abhī jā ke maiṅ thāne
tere nām kī rapaṭ likhvā dūṅgī
rāmū ke śhyāmū …
maiṅ tujhse kamazor nahīṅ jo bāhoṅ meṅ bhar legā
achchhā kar kyā kartā hai tū merā kyā kar legā
fariyād karegī mujhe yād karegī maiṅ aisī tujhe sazā dūṅgā
ṭīnā ki mīnā …
ho merā jī nā lagā kahīṅ maine dekhā jag sārā
nā jāne kyūṅ ṭhahar gayā yahāṅ maiṅ paṅchhī āvārā
āyā hāth tū mere par kāṭ ke tere piṅjre meṅ tujhe biṭhā dūṅgī
rāmū ke śhyāmū …