Title (Indic)मन के ख़ज़ाने में माया ही माया WorkTeen Chor Year1973 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sonik-Omi Performer Mohammad Rafi Writer Rajendra Krishan LyricsHindiमन के ख़ज़ाने में माया ही माया जब भी तू चाहे इसे लूट ले दिखाई न दे अन्धेरे में ताला तू ज्योति लगन की जला ले अगर हाथ काँपे तो हरि नाम ले कर तू पूजा की चाबी लगा ले डराती है क्यों मुझको अपनी छाया तेरा ही धन है ये नहीं है पराया जब भी तू चाहे … कभी हार दाता की होती नहीं न जाता खाली कभी लेने वाला भरेगी तेरी न ये तृष्णा की झोली थकेगा न वो देने वाला उसी ने बनाई है तेरी ये काया काया में भक्ति का धन है छुपाया जब भी तू चाहे … Englishman ke khazāne meṅ māyā hī māyā jab bhī tū chāhe ise lūṭ le dikhāī na de andhere meṅ tālā tū jyoti lagan kī jalā le agar hāth kāṇpe to hari nām le kar tū pūjā kī chābī lagā le ḍarātī hai kyoṅ mujhko apnī chhāyā terā hī dhan hai ye nahīṅ hai parāyā jab bhī tū chāhe … kabhī hār dātā kī hotī nahīṅ na jātā khālī kabhī lene vālā bharegī terī na ye tṛṣhṇā kī jholī thakegā na vo dene vālā usī ne banāī hai terī ye kāyā kāyā meṅ bhakti kā dhan hai chhupāyā jab bhī tū chāhe …