तौबा-तौबा क्या होगा होना है जो
तौबा-तौबा क्या होगा होना है जो वो होगा होना है जो हो जाने दो
आने वाला आएगा जाने वाला जाएगा तुम ना मानो तो जाने दो -2
जाने किसकी बात करूँ मैं जाने किसका नाम लूँ
थोड़ी देर रुको मैं धक-धक करते दिल को थाम लूँ
( धक-धक ) -3
मेरा दिल है दीवाना दीवानों का दीवाना दीवाने को समझाने दो
आने वाला आएगा …
आ आ हा हा ओ हो हो
मैं बेबस हूँ तेरे बस में मुझको ये इकरार है
पर ये बुलबुल कब उड़ जाए कोई ऐतबार है
इक हवा का मैं झोंका दे जाऊँगी मैं धोखा
ऐसा मौक़ा तो आने दो
आने वाला आएगा …
तुमने सोचा होगा मैं औरत हूँ मैं कमज़ोर हूँ
मैं घर में कुछ और हूँ बाहर मैं कुछ और हूँ
मैं हसीना तुम डाकू मैं शीशा तुम पत्थर
शीशा पत्थर टकराने दो
आने वाला आएगा …
taubā-taubā kyā hogā honā hai jo vo hogā honā hai jo ho jāne do
āne vālā āegā jāne vālā jāegā tum nā māno to jāne do -2
jāne kiskī bāt karūṇ maiṅ jāne kiskā nām lūṇ
thoṛī der ruko maiṅ dhak-dhak karte dil ko thām lūṇ
( dhak-dhak ) -3
merā dil hai dīvānā dīvānoṅ kā dīvānā dīvāne ko samjhāne do
āne vālā āegā …
ā ā hā hā o ho ho
maiṅ bebas hūṇ tere bas meṅ mujhko ye ikrār hai
par ye bulbul kab uṛ jāe koī aitbār hai
ik havā kā maiṅ jhoṅkā de jāūṇgī maiṅ dhokhā
aisā mauqā to āne do
āne vālā āegā …
tumne sochā hogā maiṅ aurat hūṇ maiṅ kamazor hūṇ
maiṅ ghar meṅ kuchh aur hūṇ bāhar maiṅ kuchh aur hūṇ
maiṅ hasīnā tum ḍākū maiṅ śhīśhā tum patthar
śhīśhā patthar ṭakrāne do
āne vālā āegā …