तौबा कैसे हैं नादान घुँघरू पायल के
तौबा -2
तौबा कैसे हैं नादान घुँघरू पायल के
इक दिन लेंगे मेरी जान घुँघरू पायल के
शर्म के मारे लाल पड़ गया रंग मेरा बादामी
छनक-छनक के गली-गली में करें मेरी बदनामी
घुँघरू पायल के
तौबा कैसे हैं …
कैसे कोई भेद छुपाए घर का भेदी लंका ढाए
दे-दे के मैं हारी सारी राम-रहीम की क़समें
ऐसा लगता है ये निगोड़े नहीं किसी के बस में
इक दिन लेंगे मेरी जान घुँघरू पायल के
तौबा कैसे हैं …
छुप के गली से कैसे गुज़रूँ छत से नीचे कैसे उतरूँ
कभी-कभी मैं सोचूँ इनको फेकूँ अभी उतारूँ
टोकने वाली उसी पड़ोसन के मुँह पर दे मारूँ
भरते हैं लोगों के कान घुँघरू पायल के
ओ तौबा कैसे हैं …
छम-छम ये बज उठते हैं पग में काँटें चुभते हैं
मीठा-मीठा दर्द निगोड़ा मेरा मेरे मन से निकले
इन्हें निकालूँ पैरों से तो जान बदन से निकले
मेरे दिल के हैं अरमान घुँघरू पायल के
तौबा कैसे हैं …
taubā -2
taubā kaise haiṅ nādān ghuṇghrū pāyal ke
ik din leṅge merī jān ghuṇghrū pāyal ke
śharm ke māre lāl paṛ gayā raṅg merā bādāmī
chhanak-chhanak ke galī-galī meṅ kareṅ merī badnāmī
ghuṇghrū pāyal ke
taubā kaise haiṅ …
kaise koī bhed chhupāe ghar kā bhedī laṅkā ḍhāe
de-de ke maiṅ hārī sārī rām-rahīm kī qasmeṅ
aisā lagtā hai ye nigoṛe nahīṅ kisī ke bas meṅ
ik din leṅge merī jān ghuṇghrū pāyal ke
taubā kaise haiṅ …
chhup ke galī se kaise guzrūṇ chhat se nīche kaise utrūṇ
kabhī-kabhī maiṅ sochūṇ inko phekūṇ abhī utārūṇ
ṭokne vālī usī paṛosan ke muṇh par de mārūṇ
bharte haiṅ logoṅ ke kān ghuṇghrū pāyal ke
o taubā kaise haiṅ …
chham-chham ye baj uṭhte haiṅ pag meṅ kāṇṭeṅ chubhte haiṅ
mīṭhā-mīṭhā dard nigoṛā merā mere man se nikle
inheṅ nikālūṇ pairoṅ se to jān badan se nikle
mere dil ke haiṅ armān ghuṇghrū pāyal ke
taubā kaise haiṅ …