Tasveer teree dil men, jis din se utaaree hai

तसवीर तेरी दिल में, जिस दिन से उतारी है
Work
Year
Language

लता: तसवीर तेरी दिल में, जिस दिन से उतारी है
फिरूँ तुझे संग लेके, नये नये रंग लेके
सपनों की महफ़िल में …
रफ़ी: तसवीर तेरी दिल में, जिस दिन से उतारी है
फिरूँ तुझे संग लेके, नये नये रंग लेके
सपनों की महफ़िल में …
लता: (माथे की बिंदिया तू है सनम
नैनों का कजरा पिया तेरा ग़म ) - 2
नैन के नीचे नीचे, रहूँ तेरे पीछे पीछे
चलूं किसी मंज़िल में …
तसवीर तेरी दिल में …
रफ़ी: (तुमसे नज़र जब गयी है मिल
जहाँ है कदम तेरे वहीं मेरा दिल ) - 2
झुके जहाँ पलकें तेरी, खुले जहाँ ज़ुल्फ़ें तेरी
रहूँ उसी मंज़िल में …
रफ़ी \& लता: तसवीर तेरी दिल में, जिस दिन से उतारी है …

latā: tasvīr terī dil meṅ, jis din se utārī hai
phirūṇ tujhe saṅg leke, naye naye raṅg leke
sapnoṅ kī mahafil meṅ …
rafī: tasvīr terī dil meṅ, jis din se utārī hai
phirūṇ tujhe saṅg leke, naye naye raṅg leke
sapnoṅ kī mahafil meṅ …
latā: (māthe kī biṅdiyā tū hai sanam
nainoṅ kā kajrā piyā terā ġham ) - 2
nain ke nīche nīche, rahūṇ tere pīchhe pīchhe
chalūṅ kisī maṅzil meṅ …
tasvīr terī dil meṅ …
rafī: (tumse nazar jab gayī hai mil
jahāṇ hai kadam tere vahīṅ merā dil ) - 2
jhuke jahāṇ palkeṅ terī, khule jahāṇ zulfeṅ terī
rahūṇ usī maṅzil meṅ …
rafī \& latā: tasvīr terī dil meṅ, jis din se utārī hai …