Tasveer banaataa hoon tasveer naheen bantee

तसवीर बनाता हूँ तसवीर नहीं बनती
Work
Year
Language

तसवीर बनाता हूँ, तसवीर नहीं बनती, तसवीर नहीं बनती
एक ख्वाब सा देखा है, ताबीर नहीं बनती, तसवीर नहीं बनती
तसवीर बनाता हूँ …

बेदर्द मुहब्बत का, इतना सा है अफ़साना - 2
नज़रों से मिली नज़रें, मैं हो गया दीवाना
अब दिल के बहलने की, तदबीर नहीं बनती, तसवीर नहीं बनती
तसवीर बनात हूँ …

दम भर के लिये मेरी, दुनिया में चले आओ - 2
तरसी हुई आँखों को, फिर शक्‌ल दिखा जाओ
मुझसे तो मेरी बिगड़ी, तकदीर नहीं बनती, तसवीर नहीं बनती
तसवीर बनात हूँ …

tasvīr banātā hūṇ, tasvīr nahīṅ bantī, tasvīr nahīṅ bantī
ek khvāb sā dekhā hai, tābīr nahīṅ bantī, tasvīr nahīṅ bantī
tasvīr banātā hūṇ …

bedard muhabbat kā, itnā sā hai afsānā - 2
nazroṅ se milī nazreṅ, maiṅ ho gayā dīvānā
ab dil ke bahalne kī, tadbīr nahīṅ bantī, tasvīr nahīṅ bantī
tasvīr banāt hūṇ …

dam bhar ke liye merī, duniyā meṅ chale āo - 2
tarsī huī āṇkhoṅ ko, phir śhak‌la dikhā jāo
mujhse to merī bigaṛī, takdīr nahīṅ bantī, tasvīr nahīṅ bantī
tasvīr banāt hūṇ …