तड़प तड़प के इस दिल से आह निकलती रही
बेजान दिल को (2)
बेजान दिल को तेरे इश्क़ ने ज़िन्दा किया
फिर तेरे इश्क़ ने ही इस दिल को तबाह किया
तड़प तड़प के इस दिल से आह निकलती रही
मुझको सज़ा दी प्यार की ऐसा क्या गुनाह किया
तो लुट गए हां लुट गए
तो लुट गए हम तेरी मुहब्बत में
अजब है इश्क़ यारा …
पल दो पल की ख़ुशियाँ
ग़म के ख़ज़ाने मिलते हैं फिर मिलती हैं तनहाईयाँ
कभी आँसू कभी आहें कभी शिकवे कभी नाले तेरा चेहरा नज़र आए
तेरा चेहरा नज़र आए मुझे दिन के उजालों में तेरी यादें तड़पाएँ
तेरी यादें तड़पाएँ रातों के अँधेरों में तेरा चेहरा नज़र आए
मचल मचल के इस दिल से आह निकलती रही
मुझको सज़ा दी …
अगर मिले ख़ुदा तो …
पूछूँगा ख़ुदाया
जिस्म मुझे दे के मिट्टी का शीशे सा दिल क्यूँ बनाया
और उसपे दी ये फ़ितरत के वो करता है मुहब्बत वाह रे वाह तेरी क़ुदरत
वाह रे वाह तेरी क़ुदरत उसपे दे दी ये क़िस्मत
कभी है मिलन कभी फ़ुरक़त
कभी है मिलन कभी फ़ुरक़त है यही क्या वो मुहब्बत वाह रे वाह तेरी क़ुदरत
सिसक सिसक के इस दिल से आह निकलती रही
मुझको सज़ा दी …
bejān dil ko (2)
bejān dil ko tere iśhq ne zindā kiyā
phir tere iśhq ne hī is dil ko tabāh kiyā
taṛap taṛap ke is dil se āh nikaltī rahī
mujhko sazā dī pyār kī aisā kyā gunāh kiyā
to luṭ gae hāṅ luṭ gae
to luṭ gae ham terī muhabbat meṅ
ajab hai iśhq yārā …
pal do pal kī khuśhiyāṇ
ġham ke khazāne milte haiṅ phir miltī haiṅ tanhāīyāṇ
kabhī āṇsū kabhī āheṅ kabhī śhikve kabhī nāle terā chehrā nazar āe
terā chehrā nazar āe mujhe din ke ujāloṅ meṅ terī yādeṅ taṛpāeṇ
terī yādeṅ taṛpāeṇ rātoṅ ke aṇdheroṅ meṅ terā chehrā nazar āe
machal machal ke is dil se āh nikaltī rahī
mujhko sazā dī …
agar mile khudā to …
pūchhūṇgā khudāyā
jism mujhe de ke miṭṭī kā śhīśhe sā dil kyūṇ banāyā
aur uspe dī ye fitarat ke vo kartā hai muhabbat vāh re vāh terī qudarat
vāh re vāh terī qudarat uspe de dī ye qismat
kabhī hai milan kabhī furaqat
kabhī hai milan kabhī furaqat hai yahī kyā vo muhabbat vāh re vāh terī qudarat
sisak sisak ke is dil se āh nikaltī rahī
mujhko sazā dī …